kuda karay keh

kuda karay keh
kuda karay keh to sab say naik serat ho keh tere terhan tera dil bhi kubsurat ho dua say qabal milay tujh ko jo bhi to chahhay keh kudh dua ko teray hatoon ke zarorat ho
  

Jan, 31 2012     169 chars (2 sms)     1791 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Jis trha rago m khoon bhta he is trha teri chaht ka janun rhta he zindgi ki hr khusi mansub he tujse baat ho tujse to dl ko sukun milta he.
Mumkin nahi shayad kisiko samjh pana Samjhe bina kisi se kya dil lagana?Aasan hai kisiko yar banana Par bahut muskil hai kisika pyar pana..
Yeh dua hai tumhari zindagi sawar jaye, har nazar me bus pyar nazar aye, tumhe jiski talash hai Dost, khuda kare wo khud tumhari talash me aye....:
Chahne se koi cheez apni nahi hoti, har muskurahat khushi nahi hoti, kehna to chahte hai bohot kuch apse, magar kabhi alfaaz to kabhi zubaan saath nahi hoti..
Nanhe se dil me arman koi rakhna,Duniya ki bhid me pehchan koi rakhna.Ache nahi lagte jab rahte ho udas,In hoto pe sada muskaan vahi rakhana
Nafrat bhi nahi adawat bhi nahius saksh ko humse mohabbat hi nahi,shayad hum jee nahi sakte jiske binaus Shaks ko hamari zarurat hi nahi.
Zindagi rahe-na-rahe 2sti hogi,pas raho-na-raho yadein hogi,zindagi me hamesha haste rehna,kyonki teri hasi me 1 muskan meri hogi.
Is zindagi se pyar kis namurad ko hai, Mar-mar k ek farz ada kr rahi hu, Ho to kisi tarha kaid se rihayi bas yahi dua subah saam kr rahi hu.
Sirf Chahne Se Kuch Hota Nahi Hasil Qyamat to Andaz-e-Bayan Me Hoti Hai Ishq Me Jab Waar Krti Hai Ankhein Tab Talwarein Bhi Aksar Mayan Me Hoti
Rukta bhi nahi, theek se chalta bhi nahi, Yeh dil hai kay tere baad sambhalta hi nahi, Is umar key sehra say teri yaad ka baadal, Talta bhi nahi aur barasta bhi nahi,
Tera pyaar hum is tarah nibhayenge, tum roz khafa hona hum roz manayenge,par man jana manane se, warana yeh bheegi palkein le ke kaha jayenge.
Unke bewafai par wafa hum karenge yaad ko unki dil se juda hum karenge itna chaha phir bhi yaqeen nahin use aisi zindagi jee kar kya karenge