Tere bina hum

Tere bina hum
Tere bina hum jina bhul jte hai Zakhmon ko seena bhol jte hai Tu zindgi me sub se azeez hai Tujse har baar ye khna bhul jate hai
  

Jan, 30 2012     128 chars (1 sms)     1543 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kitne Chehre hai Duniya me magar Hamko Ek Chehra Nazar Aata haiDuniya Ko Ab Hum Kya yaad karenAapki Yaadon me Waqt sara Guzar jata hai..I
maangu bas tuje wo ibadat dede tere pyaar ke khazane se thodi si mohabat dedeya sath de muje umarbharka ya teqe dar par marne ki ijazat dede.
Tuje apni sanso me mehsus karte he,Hum tere liye jite marte he,tere didar ko tarsti he nigahe,Tujhe khone ke khayal se darte hai he hum.
Bhoolna Chaoge Jitna Aap Humko, Utna Yaad Aayenge Hum.. Dil Se Nikalne Ki Koshish Na Karna, Warna Dil Ke Aur Kareb Aajayenge Hum
Palko Ke IsarE sE Izhar Kar Gaya Koi Hum SE Mila Nahi Par Dil LE Gaya Koi Tanhai mE Saans Gum Hogai Hamari Jab Khamosh Reh Kar Pyar Kar Gaya Koi.
Wakt Nay Sari Kahani hi Badal Dali.. Pyar Ka Naam Jo Aata Hai to Dar Lagta Hai.. Zakham kuch aise bhi apno NE diye hai mujhko.. AB koi haath milata hai to Dar lagta hai.....
Na muskurane ko ji chahta hai,Na aansu bahane ko ji chahta hai,Tumhari yaad mein aur kya kahe,Bas tumhare paas aane ko ji chahata hai...!
Rishta hum na banate,Umid na hoti to hum sapne na sajate.Yakin hai hame tumari wafa pe,bharosa na hota to DIL tumare haat na thamate.
ISHQ ibadat hai khone mat denaBEWAFAI gunah hai hone mat denaAgar apne bhi kisi se pyar kiya hai to apko KHUDA ki KASAM USE RONE MAT DENA
Ikraar mein shabdon ki ehmiyat nahi hoti, Dil ke jazbaat ki awaaz nahi hoti, Aankhen bayaan kar deti hain dil ki daastan, Mohabbat lafzon ki mohtaaz nahi hoti!
Jo tune diya use har pal yaad karenge, Har pal tere milne ki Faryaad karenge . Chale aana jab kabhi khayal aaye MERA, Hum roz khuda se pehle tujhe yaad karenge.
Dooriyon kina parwain kiya kijya Dil jab bai pukare bula lijiye hum door jyaada nahi aapse bus apni aakhon ko palkon semila lijiya