Punam ki raat

Punam ki raat
Punam ki raat ho,sajan apne sath ho,dur se sahi dil ke pass ho,dua he yahi ek chhoti si mulakat ho.
  

Jan, 31 2012     99 chars (1 sms)     18587 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Manjur Nahi Thi Tumse Judai,Rula Dia Muje Dard K Ansuo Me,Chup Rahi Wo Masoom Si Dulhan,Jo Pyar Bankar Chali Thi Tere Angan Me.
Der raat jab kisi ki yad satay, thandi hawa jab zulfon ko sahlaye, karlo aankhe band aur so jao, kya pata jiska hai khyal wo khwabon mein aa jaye.
Apna wo nahin jo paas aa gaya,paraya wo nahin jo door chala gaya,aane jane se nahin bante apne-paraye, apna to wo hai jo DIL me sama gaya..
Paana Toh Hai Tumhe Yeh Zid Humne Than Li Chal Pade Hai Manzil Ki Taraf Jo Hua Samna Patharo Se Toh Unse Teri Dua Maangli
Dilki Dhadkan Se Judaai Kyu Hai,Gam Ki Kaali Ghata Chhayi Q Hai,Gum Ki Ye Aag Jab Bujhani Nahi Thi,To Fir Aapne Ye Aag Lagayi Q Hai.
Kisina kisi pe aetbar ho jata hai,Koi Ajnabi yaar ho jata hai,Khubiyon se nahi hoti mohabbat sada Khamiyon sebhi aksar pyar ho jata hai.
Yaad Karne se Nahi Jatane Se Aati Hai...Ruth Jane se nahi Manane se aati hai..Aap bhale hi yaad na karo..Lekin har yaad ek aas ki tarah simat jati hai.
Yeh Bhi Aadab Hamare hain ...!! Tumhain Kya maloom ..!! Hum tumhain Jeet Ke harey hain ...!! Tumhain Kya maloom ..!! Ek tum Ho Ke Samajhte Nahi hum Ko Apna ...!! Ek hum hain Ke Tumhare hain ...!! Tumhain Kya maloom
Aap hanste hai hame hasane ke liye, Aap rote hai hame rulane ke liye, khuda ki kasam ek baar ruth kar to dekho mar jayenge tumhe manane ke liye.
Meri bazm-e-dil mein tum ho jao shareeq ke abtak tumhe theek se dekha hi nahi, Pyar karna to ab aa gaya humein, par jataana to abhi seekha hi nahi.
Waqt aata hai aur chalaa jata hai iska intezaar aur aetbaar kabhi mat karna jo judaa hokar bhi bar-bar yad aaye itna pyaar kisise mat karna
Ek tammna hai is Faqir k pas Rakh lena apni tasvir meri tasvir k sathTakki log dekh k kahe Dekho kaise baitha hai RANJHA apni HEER k pas