Hichkiyon se ek

Hichkiyon se ek
Hichkiyon se ek baat ka ehssas hai ki shayad koi hume yaad karta hai Beshaq milne na aaye par chand lamhe hum par barbad to karta hai
  

Jan, 31 2012     133 chars (1 sms)     1028 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Ek Umar Ki Judai Mera Naseeb KarKe Wo Chala Gya Hai Baten Ajeeb KarKe Wfa Ko UsKe Main Kya Naam Doon Khud Door Ho Gya Mujh Ko Qareeb Krke
Dil me murad ho to baat zarur hogi, ujde bagh me bahaar zarur hogi,rab jane hum kab milenge, par har din aapse milne ki khawish zarur hogi..
Pyaar ka Pehla, Ishq ka Dusara Aur Mohabbat ka Tisara Akshar Adhura hota hai, Isliye hum tumhe chahte hai Kyonki Chahat ka har Akshar Pura hota hai
Yaado me hamari woh bhi khoye honge, khuli aankho se kabhi woh bhi soye honge, mana ki hasna ada hai gum chupane ki, par haste haste kabhi woh bhi roye honge
Judai ki pyaas me 1 katra b bahot hai Deedar k waaste 1 lamha b bahot hai Jis par hota hai bharosa dil ko Wo bhul jaye wo sadma hi bahot Hai........
Dur hi sahi kinara to hai,tim-timata hi sahi sitara to hai, ho jati hai,tumari yaad se hi tassali, tinka hi sahi sahara to hai..
Jeena nahin mar jaana chahiye Wafa mein pyar sajana chahiye Tu dekhe mujhe baar baar Dil ka aaina mujhe ban jaana chahiye .
Tere bina hm jina bhul jate hai Zakhmo ko seena bhul jatehe, Tu zndgime sb se azeez he, Tujse hr baar a kehna bhul jate he.
chodo ye ameeri gareebi, dil ki duniya main sab ameer hote hain, jo sirf le sab se na de sake kisis ko pyar bas vahi gareeb hote hain.
Khamosh sa rehne lagaHu, Intzaar kisika karne lagaHu, Yaqinan kisise ho gayi he mohabat, Tabhi to bina baat kiye hi muskurane lagaHu
Lamha-Lamha Karke Zindagi Banayi; Zindagi-Mohabbat Me Simat Aayi; Mohabbat Thi To Tanhai Na Thi, Varna Kaise Door Hoti Ye Tanhai…
Chaha To Bahut Lekin Woh Mila Hi Nahi Lakh Koshish Ki Magar Yeh Fasla Mita Hi Nahi