Kahan se aati

Kahan se aati
Kahan se aati hai yeh Hichkiya... kaun Fariyad karta hai...Upar wala use Hamesha Salamat rakhe...Jo HUME dur rehkar bhi yaad karta hai.
  

Jan, 31 2012     135 chars (1 sms)     901 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kabi kabi bate adhuri reh jati he,Chhu kar hontho ko juba khamos reh jati he,Reh jati hai keval Aankho me nami,Aur yade dilo ko tadpati he.
Sitaron Ke Bagher Asmaan Mein Rakha Hai Kia? Bin Teray Jeenay Mein Rakha Hai Kia? Lagta Hai Sub Kuch Adhoora Adhoora Sa Khushi Ke Baghair Hansnay Mein Rakha Hai Kia
Aap Lakh Bhula k Dekhlo Hum DilSe Yaad Ayenge,Honge Apke Bade Chahne Wale,Hum Sabse Badhke Chahenge.Aap Paani Pi Pi k Thak Jana Hum Hichkia bankar yaad ayenge
Wo kahte hain kesari raat aap hume sone nahi dete,hum kehte hai keapka Noor hi aisa hai ke aap hamari raat hone nahi dete.
Sabke chehre se har baat nahi hoti,Thode se andhere se raat nahi hoti,Zindagi me kuch log bahut pyare hote hai,Kya kare uni se Mulakat nahi hoti.
Meri aanko me aansu ki tarah basnewale. Bhigi palko se mai tera didar karta hu. Tujhe pana to 1 khwab he. Ye jaan k b tujhse pyar karta hu.
Aap ki yari ka kya javab du!Aap jese yar kko kya tohfa du!Koi achhasa ful hota to la deta,par jo khud GULISTA he use kya gulab du !
Lamhe judai ke bekarar karte hain, Haalat meri mujhe laachar karte hain, Aankhe meri pad lo kabhi, Ham khud kaise kahe ki hum aapse pyaar karte hain.
Aazmais Rishto me zaruri Hoti HaiNa Mil pana kisi ki Majburi Hoti Hai,Yad to Door se Bhi kar sakte Hai Lekin,Dil ki Hasrat To milkar hi Puri Hoti Hai
Kabhi khushi se khushi ki taraf na dekha. Tumhare baad kisi ki taraf na dekha. Ye soch kar k tera intezar lazim hai. Tamam umr ghadi ki taraf na dekha
Hamare Ansu pochkar wo muskurate he,unki ye Adase wo dil ko churate he,hath unka chhu jay hamare chehre ko,isi ummidme khud ko ham rulate Ha
Door hai apse to gham nahi door rehkar bhi bhulne wale hum nahi kisi vajah se mulakat na ho to kya hua aapke khayal bhi mulakat se kam nahi..