Mera Pyaar Mujhse

Mera Pyaar Mujhse
Mera Pyaar Mujhse Door Hai.Mera Dil Is Waqt Milne Ko Majboor Hai,Idhar HuM Tadpe Udhar Woh Tadpe.Shaayad Yehi Mohabbat Ka Dastoor Hai..!
  

Jan, 31 2012     136 chars (1 sms)     8371 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Apni taqdir mai hum mohabbat mangna bhul gaye, dil to mangna par didar mangna bhul gaye, hum to dil kisiko de aaye, par badle mai dil mangna bhul gaye.
Jo Labon se zahir na ho pae Jasbat Keh paega kya ye Lal Gulab wo bat? Fir b unhe hi sochte hain ham din rat Shayad ye Gulab hi suljhae ye Dil ki bat
teri yaadein hume fanaa hkarne par utaaru hai socha tha jeene ka sahara banegi par abb pareshani ka sabab banti jaa rahi hai....
Unki zudai ne hume yar se kafir bana diya,Likhi ibarato ko kore kagaz sa bana diya,Dalega phir dil hamara mohabbat me kabhi,Is aas ne hamko musafir bana diya.
Zamin ki mitti bhi dekh na pau,mujhe aasma mein itne sitare na do,zamin par pair rakhkar akele chal na pau, mujhe kadam kadam par itna sahara na do…
Mile to hazaron log the zindagi me ,par wo sabse alag tha jo kismat me nahi tha...
Yaadon se judke yaad ate ho aap, Yaad aakar Yaadgar ban jate ho aap, Yaado ki yaadon me ghir jate ho aap, kyo Yaad ko bhi Yadgar bana jate ho AAP...
Dil torna humari aadat nahi Dil hum kissi ka dukhate nahi Bharosa rakhna meri wafaon pe Dil mein bas kar hum kissi ko bhulate nahi
Kya khub hai yeh zindagi, kabhi to hasati hai yeh zindagi, to kabhi rulati hai yeh zindagi, or kabhi rab se bhi pyara yaar milati hai yeh zindagi.
Koi Shaam Aati Hai Tumhari Yaad Lekar...Koi Shaam Jaati Hai Tumhari Yaad Dekar....Hamein To Uss Shaam Ka Intezaar Hai.....Jo Aaye Tumhe Saath Lekar....!
AMAL SAY BHI MANGA WAFA SAY BHI MANGA MAIN NAY TUJHAY TERY RAZA SAY BHI MANGA AGAR KUCH NA HO SAKA TO DUA SAY BHI MANGA KASAM HAI KHUDA KI KHUDA SAY BHI MANGA.
Q har waqt yad ati hai tumhari,rato ki nind bhi churali hamari,ab yahi khayal rehta hai subah sham ki,jane kab mulaqat hogi hamari tumhari.