Bade Arman se

Bade Arman se
Bade Arman se banwaya hai, ise roshni se sajaya hai, bahut dur se mangwaya hai, zara khidki khol k dekho aapko good night kahne chand bhijwaya hai!
  

Jan, 31 2012     147 chars (1 sms)     1199 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

zindegi tere bina adhura hai. najane q teremere beech meinye doori hai. sochta hun kabhi bhuladun tujhko. per tera ek muskan meri kamjori hai
Mana hum halaat se majboor rehte hy, Phir bhi apke khayalo me jaroor rehte hy, aankhon mein rehti hy tasveer aapki, kya hua jo hum aapse door rehte hy..
Sirf Itna Kehna Hai Pyar H Tumse Jazbato ki Koi Numaish nahi ki Humne Pyar k badle sirf Pyar manga H Humne Rishte ki to Koi Guzaish NAHI ki hamne
Hr Ek Shakhs Se Me Muskura Ke Milta Hon,Tamam Ranjishen Dil Se Bula Ke Milta Hon,Mere Dukhon Se Koi Udhas Na Hojae,Me Apne Chehre Pr Khushiyan Saja Ke Milta Hon.
Tammana umar zindagi se dur rahe, Teri Khushi ke liye apne khushi se dur rahe, isase bada wafa ki saza kya hogi, tere ho kar bhi hum tumse dur rahe...
Teri khwaabon mein guzarti hain raaten Teri yaadoin mein kattei hain shaam Aye dost tera diya hua gulab Nahi ho sakta kabhi koi aam.
Ishq ne Ranjhe ko Pagal bana diya, Ishq ne Mira ko Zehar pila diya, Maloom nahi kaun hai is ishq ka khuda,Jis ne Hum sab ko ye Rog laga diya
yaa khuda teri ibaadat me maine, kaun sa gunAh farmaya, ke tune dil to diya lekin, andaaz -e -dillagi nahi sikhaya
pyar kia to unki mohabat nazar ayi,dard hua hume to palke unki bhar ayi,2 dilo ki dhadkan me ek bat nazar ayi,dil to unka dhadka par awaz is dil se ayi.
hum mohabbat ki numaish nahi karte,hum lafzon ki paimaish nhi karte,jise chahte hai toot k chahte hai,badle me chahne ki khawish nhi krte
Mohabat me hum nakam kya hue Har harkat hmari diwangi lagne lagi Lafz jo nikle haal dil ka baya kare Zamane ko har wo baat shayri lagne l
Bade Arman se banwaya hai, ise roshni se sajaya hai, bahut dur se mangwaya hai, zara khidki khol k dekho aapko good night kahne chand bhijwaya hai!