Jab kabi tera

Jab kabi tera
Jab kabi tera dil ghabraye to lot ana,Agr tuje meri yad aye to lot ana,Kuch waqt acha guzra ha sath tumhare,Wo waqt yad aye to lot ana.
  

Jan, 28 2012     135 chars (1 sms)     927 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Tajmahal ko pyar ki imarat aur chand ko pyar ki ibadat kehte hai. Hamara chand to aapsa pyara hai.Jiske dilke tajmahal me hum rehte hAI
Hum agar ap se mil nai pate, aisa nai ke aap hume yad nai ate,maana ki sub rishte nibhaye nai jate.par jo bas jate he dil me.wo phir bhulaye nai jate
Youn Badi Der Se Paimaana Liye Betha Hu, Koi Dekhe To Ye Samjhe K Piye Betha Hu.... Zindagi Bhar K Liye Ruth K Jaane Wale, Mein Abhi Tak Teri Tasveer Liye Bhetha Hu....
Dosti Ko Imaan se Jataya Aapne,Dur Hote Huye bhi Dostana Nibhaya Aapne,Kabhi Bhul Nahi Payenge Hum Aapko,Kyunki Yaad Rakhna bhi Sikhaya "Aapne"
Dil Ko Hujum-E-Shaher Se Nafrat Si Hogai Tanhayyo Se Jaise Mohabbt Si HogaiPalke Utha K Tumko Hi Dekha Kiye He Hum Aankho Ko Jaise Teri Aadat Si Hogai
dilon ki daastan use kahan qubul thi meri wafayein uske liye fizool thi koi aas nahi par itna bata do maine chaha use… kya yehi meri bhool thi
aasaan nahi hota kisi ko bhulana. chhe vo apna ho ya begana dil ki baatain bas samajhta hai dil hi, inhe kya samjhega ye zalim zamana??
Pyaar ka Pehla, Ishq ka Dusara Aur Mohabbat ka Tisara Akshar Adhura hota hai, Isliye hum tumhe chahte hai Kyonki Chahat ka har Akshar Pura hota hai
Unki galiyon se gujarna ab aadat si ho gayi hai Unhe har pal chahne ek chahat si ho gayi hai Kisi pe marne wale ham na the Par har pal unpe marna ibadat si ho gayi hai
Ye mausam b kitna pyara hai karti ye hawae kuch ishara hai Zara samjho in k jajbato koYe keh rahi hai kisi Dost ne DIL SE apko pukara he
Dard dene wale bahot milte he Magar dard lenewale kam milte he Nazuk waqt me hume yaad karna Keyuki zindagi me chahne wale bahut kam miltehe
Jitna pyar he apki dosti me, aur jyada pane ko dil chahta hai, jane kya khubi hai ap me, ki rishta umar bhar nibhane ko dil chahta hai