Khamosh rat ki

Khamosh rat ki
Khamosh rat ki pehlu me sitare na hote in rukhi aanko me rangin najare na hote Hum bhi na karte parwah aapke agar aap itane pyare hote
  

Jan, 31 2012     134 chars (1 sms)     1076 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

ZINDAGI KI RAHO ME TUMHE JO GUM MILENGE, MERE HAUSALO SE KAM MILENEGE, KHUD KO KABHI TANHA PAO KABHI, YAAD KAR LENE HAME, SAAMNE HUM MILENGE.
Koi saagar,koi dariya ,aur koi jheel kaheta hai teri in bhure ankhoin mein kahin JANNAT hain yeah mera DIL kaheta hain....
Raz dil ka dil me chupate hai who Samne aate hi nazar jhukate hai who Baat karte nahi ya hoti nahi Par shukr hai jab bhi milte hai muskurate hai who
Dil diya hai ikrar krenge Chup chap Magar pyar ka izhaar krenge Woh agar aajtk na mile to kya hua Zindgi k hr mod par hum unka intezaar krenge.
Judai apki rulati rahegi,yaad apki ati rahegi,pal pal jaan jati rahegi,jab tak jism mein hai jaan har saans ye rishta nibhati rahegi
Gujare the jo lamhe tere sath, talash unhe yeh nazar bar bar karti hai, gum nahi jo kismat ne juda kar diya, teri judai bhi to hamse pyar karti hai
Mayoos tow hoon mager hona nahi chahti Kia karon mein ussay bhulana nahi chahti Janti hon wo bay khaber hai mujhe se phir bhee Uss k khayal ko dil se mitana nahi chahti
Tu awaaz de main chala aaoonga Tu saaj de main chala aaonga Kya kahoon fitrat kya hai is dil ki Tu saans le main chala aaoonga
Apki yad to ek anmol phool hai" "Hum apko bhul jaye ye apki bhul hai" "Koi yad hume na kare gila nhe" "Hum apno ko nhe bhulte ye hmara usool hai".
Haqiqat samjho ya afsana, Begani kaho ya diwani, Suno is dil ka fasana, Tum hi ho mere jine ka bahana.
Sab samajhte hai ki hum magroor the.Par sach me sirf hum hi majboor the.Nahi jaante ki wo meri thi ya nahi,Par ye jaante hai k hum uske zarur the
Aap jab samne se gujar jate hai arman dil ke ubar jaate hai dekh kar apki pyari surat sahme hue phool bhi nikhar jate hai .