In aankhonme aasoo

In aankhonme aasoo
In aankhonme aasoo aaye na hote, Agar tum pichhe mudkar muskuraye na hote, Tumhare jaane ke baad ye gam hota hai, kaash tum zindagi me aayehi na hote !!!
  

Jan, 31 2012     153 chars (1 sms)     1086 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Deewane hai tere naam ke, is baat se inkaar nahi, kaise kahe ki hamein aapse pyar nahi, kuch to kasoor hai aapki nigahon ka, hum akele to gunehgar nahi.
Unhe ye shikayat hai humse ki Hum har kisi ko dekh kar muskurate hai Nasamajh hai wo kya jaane Hamein to har chehre mein wahi nazar ate hai
Pyar aur baarish dono ek jaise hote hain,who hameshha yaadgaar hote hain.Farq sirf itna hai Baarish saath rehkar tann bhigaati hai aur pyar dur rehkar aankhein.
Dilo ki Daastan UNHE kahan Kabool thi, Meri Wafayen UNKE liye Fizool thi, Koi Aas nahi lekin Itna to bta Do, Maine Chaha AAPKO,Kya bas Yehi Meri Bhool thi.
Mitti meri kabr se chura raha hai koi, mar k bhi yaad aa raha hai koi, ek pal ki zindagi aur de-de khuda, mayus meri kabr se ja raha hai koi
HUMSE DOOR JAOGE KAISE, DILSE HUM BHULAOGE KAISE, HUM WOH KHUSBOO HAI JO SAANSO ME BASTE HAI, KHUD APNI HI SAANS ROK PAAOGE KAISE.
Zaruri nahi k jeene ka sahara ho,jise chaho wo hamara ho,dub jaye kashti hamari hame gam nahi,bas tamanna he ke dubne tak sath tumhara ho
Aankhe aaj rona chahti he..yado me khona chahti he.. kuch dost itne pal de gaye zindagi me..k palke bhi jukne se pehle fir se jeena chahti he.
Aaoge Jab Ghar Hamare Deep Jala Lenge,Miloge Jab Hamse EID Mana Lenge,Na Dosti Ki Koi Maszid Hai Na Koi Mandir Jaha Mango Dua Tum,Hum Sir Wahi Juka Lenge.
Raat Gumsum Hai Magar Chan Khamosh Nahi, Kaise Keh Du Aaj Fir Hosh Nahi. Aisa Duba Teri Aakho Ki Gehrai Main, Haath Mein Jam Hai Magar Pine Ka Hosh Nahi.
Zindgi ne muskurana chhod diya,Ishq ke naam par shrmana chhod diya,Kbi Hme B khusi miti thi aapse,Par aapne B ab khwabo me aana chhod diya
:Andhere Me Tumare Hath Ka Chirag HuTufano Me Tumare Kashti Ka Sahil HuAe bewafa Tu Kuch Bhi Krle LekinMe Hamesha Tere Dil Ke Pass Hu.