Door hai apse

Door hai apse
Door hai apse to gham nahi door rehkar bhi bhulne wale hum nahi kisi vajah se mulakat na ho to kya hua aapke khayal bhi mulakat se kam nahi..
  

Jan, 30 2012     141 chars (1 sms)     1307 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Raat Gehri Hai Dar Bhi Sakte Hai Hum Jo Kehte Hain Kar Bhi Sakte Ha iAap Jo Roothe To Itna Bhi Na Soocha Hum To Pagal Hain Mar Bhi Sakte Hai
Who nafrat B krte hai pyar k liye. Inkar B krte hai to ikrar k liye. Ajeeb hote hai ye ishq krne wale ANKHEN bnd B krte he To DeDAR-E-yaar k lyE
Hasrato Se Tamari Raah Saja Denge Sapno Ki Dolat Ham Tum Par Luta Denge Kambakht Koi Phul Nahi AAj Daman Me Lekin Tumhare AAne Par To Ham Apni Jaan Bicha Denge!
Mumkin Hai Safar Ho Aasan Kuch Pal Sath Chal Kar Dekho Kuch Tum Badal Kar Dekho Kuch Hum Badal Kar Dekhe
Jb achanak unki yad ati he Dil me dhimi Si dhdkan ruk jati he Itni khubsurat he unki ankhe Ki unse nzr milte hi hmari nzar juk jati he
AISA NAHI KI AAP YAAD AATE NAHI KHATAA SIRF ITNI HAI KI HUM BATAATE NAHI RISHTA AAPKA ANMOL HAI HAMARE LIYE SAMAJHTE HO AAP ISLIYE HUM JATATE NAHI
'Ek mulakat anjan hoti hai, Anjan se hi to pehchan hoti hai. Jaha dekho waha ishq ke bimar bethe hai, Hajaro mar chuke hai lekin sekdo taiyar bethe hai..e hai..
Aankho me rahne walo ko yaad nahi karte, dil me rahne walo ki bat nahi karte, humari to ruh me bas gaye hai aap, tabhi to hum aapse milne ki fariyad nahi karte.
Ye dard unhe bataye kaise, In aankho ki nami ham dikhaye kaise, Aaj bhi wohi chahat he is dil me, Wo karib hi na aaye to ham Jataye kaise..
Waqt gujar raha hai magar sans thami si hai,muskura rahe hai hum par ankho me nami si hai,pas mere to hai sara jahan par her pal apki kami si hai
Vehem H Ki Bhul Jaoge Hume Kroge Ankhe Bandh Pas Paoge Hume Banke Dhadkan Dhadkte H Tere Dil Me Rakhoge Hath Sine Pe,Dhadkata Paoge HamE.
Khuda tumhe har dukh se door rakhe teri palkon se har hanju door rakhe hamari yahi guzarish hai unse ke jitna bhi ho hamare darmiyaan faasla vo apne dil se na hamein kabhi door rakhe