Saath Agar Tera

Saath Agar Tera
Saath Agar Tera Hame Mil Gaya Hota, Parwa Zamane Ki Hum Hargiz Na Karte. Pehle Jo Jaan Jate Aanjame-Mohabbat, Hum Fir Mohabbat Na Karte
  

Jan, 30 2012     135 chars (1 sms)     936 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Bari mushkil me hu, mein kaise izhaar karu, tu to khushbu hain, tujhe kaise giraftar karu
Aaj ujalon me ek kami si rahne de Ankhon me ek katra nami si rahne de reh na jaye mahobbat adhuri meri intezaar hai intzeaar hi rehne de
Hum khamos the to majbur smaj liya,Chup the to grur samaj liya,Bas yahi galti thi apki,Hum itne karib the apke,Fir bhi apne dur samaj liya.
Bhola sa chehra yaad rahega, pyar bhara dil yaad rahega. Yeh galat hai ki hum aapko bhul jayenge, aap to kya apke sath guzra hua hr pal yaad rahega.
Koi Shaam Aati Hai Tumhari Yaad Lekar...Koi Shaam Jaati Hai Tumhari Yaad Dekar....Hamein To Uss Shaam Ka Intezaar Hai.....Jo Aaye Tumhe Saath Lekar....!
Dard hota nai duniya ko dikane k lye,Har koi rota nai ANSU bahane k lye,Rutne ka mza to tab ata he,Jab koi apna ho mnane k lye.
Mohabbat wafa ke siwa kuch nahi Duniya gum ke siwa kuch nahi unke paas humare siwa sab kuch hai par humare pass unke siwa kuch Be nahi.
MERA BASS CHALE TO AAPKI "ADAYE" KHARID LU JINE KE WASTE APKI "BATEIN" KHARID LU KAR SAKE JO HAR WAQT "DIDAR" APKA SAB KUCH LUTA KE WO "NIGAHE" KHARID LU..
Benaam sa ye dard Q nahi jata,Jo beet gaya hai wo gujar Q nahi jata.Saans bina ruke dum nikal Q nahi jata,Jo muje ho gaya hai unse,Unhe mujse ho Q nahi jata
Vaade pe o aitbaar nahi karte, Hum zikre mohabbat sare bazaar nahi karte. Darta hai dil unki ruswai se, Aur who sochte hai hum unse pyar nahi karte
Royegi ye aankhe muskurane ke bad,Aayegi rat din dhal jane ke bad,Tum kabi na ruthna mujse ae YAAR,Sayad ye zindagi hi na ruth jaaye,Tumare ruth jane ke bad
Adhure milan ki aas hai jindgi, dukho gamo ka ehsas hai jindgi, ho sake to khawabo me hi aa jao, apke bina badi udas hai jindagi..