Aankhen thak gayi

Aankhen thak gayi
Aankhen thak gayi meri Uske intezar me; Waqt ne loota hume Bhare bazaar me; kyon nahin aayi wo Milne humse; Hum me kami thi, Ya humare pyar me.....
  

Jan, 31 2012     147 chars (1 sms)     5177 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Tera hun tera rahunga Tere Siva kise apna kahunga Vada kiya he Woh Nibhaunga Doli Me bitha K 1din Tujhe apne Ghar Launga.
Hum na Ajnabi Hai Na Praye Hai.Aapke Hi Jism-o-Jaan Ke Saye Hai.Jab Bhi Ji Chahe Mahsus Kar Lena.Hum Aapki Hi Sanso Me samaye Hai...!
Yeh hawa apki hasi ki khabar deti hai,mere dil ko khusi se bhar deti hai.khuda salamat rkhe apki hasi ko,Qki apki khusi hume khush kar deti hai....
Vo chand hai magar aap se pyara to nahi, paravana ka shama k bina guzara to nahi,Mere dil ne suni hai mithi c aawaz, kahi aap ne hame pukara to nahi.
Pehle kabhi tanha na tha yeh dil kisi ki yaad me, Phir aaj kyu yeh tera naam pukare ja raha hai. Humne to sirf basaya tha tujhe is dil me, Phir aaj kyu yeh tujhe apna banaye ja raha hai.
Who ate to hain magar tan se nahi,who bhethe to hain magar man se nahi,kaun kehta hai I who pyaar nahi karte, karte to hain magar humse nahi
Tamanna Kare Aap Jis Baharo Ki Vo Bahar Aapke Kadmo Me-Ho... Khuda Aapko Vo Haqeqat Me De, Jo Socha Aapne Kabhi Sapno Me-Ho.
Kuch is tarah ap humse door ja rahe he milon tak na hume ap nazar aa rahe heek muddat Se na ki baat apne koi majburi he ya ap hume bhula rahe he
Kisina kisipe kisiko aitbar ho jata he, ajnabi koi shaks yar ho jata he, khubiyo se nhi hoti mohabat sada,kamiyo se bi aksar pyar ho jata he.
Labz na nikle firbi awaz hoti he,Kuch lamhoki bat bahut khas hoti he,Ap chahe mane-na mane,Lekin apki yad hamesa dilke pas hoti he!
A palak tu band ho ja, Khawabo me unki surat to nazar aayengi, Intezar to subah dubara shuru hoga, Kam se kam Raat to khushi se kat jayengi.
wo aankhon mein ashq liye bethe hai, hum bhi unke pyaar pagal hue bethe hai, hum to jaan dene ko bhi tayyar hai, magar vo hamari jaan bane bethe hain..