Kitabo me likha

Kitabo me likha
Kitabo me likha hai ful todna mana he Bago me likha he ful todna mana he Pr 1 chiz sabse jyada kimti he Koi nhi kehta k DIL todna mana he
  

Jan, 28 2012     137 chars (1 sms)     1148 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Pyar Me Tere Kuch Is Kadar Kho Gye Zamane Se Bekhabar Tere Dil Me So Gye Mat Uthana Ab Apne DilKi Goad Se Hum Sada k Liy Ab Tere Ho Gye..
Na Kabhi Muskrahat Aap k Honton Say Dur Hoo.. Aap ki Har Khawaish Haqqat me Manzur Hoo.. Hoo jaye Jo aap humse khafa...Khuda na kare humse kabhi aisa kasoor ho......
Ehsas dilaya hai too milta hee nahee Ajnabi tha too roz mila karta tha Ab mari har bat kay wo maani pochay Jo mari soch ki tahrir likha karta tha.
AAP TU CHAND HO JISSE SAB LOG YAAD KARENGAI... HUMARI KISMAT TU TARON JAISI HAI.... YAAD TU DOR...LOG APNI DUA K LIYE HUMARE TUTNE KI FARIYAD KARENGE.......
Ab to zamane ke rasmo rivaaj bhi badal gaye hum jinhen chahte the un ke mizaaj bi badal gaye jate jate wo hm se kehny lage badal jao tum bhi dekho hum bhi badal gaye
jo rista kayam hai wo hum nibhayenge nigaho se dur rahkar bhi aapko chahenge pata nahi aapne kiske saath ghar basaaya par hum aapka naam lete lete mar jaayenge
is dilme uske liye itna pyaar rhega,k waqtbhi uska gawah rhega;uska pyar pata nahi kiske nasibme ho,par ye dilto uski yadoka haqdar rhega
Un k hoonton say ada hoonay laga hun main... Thry a zeenat dast bapa honay laga hun main... Choom kar maatha mera laga lay gaalay muj ko.. Ay zindagi tuj say juda hoonay laga hun main.......
Msjid Ki Namaj Ya Mndir Ki Dua Ho Tum Ho Khuda Ka Tohfa Ya Khud Khuda Ho Tum Khud Hi Karo Faisla Dil Me Rehte Ho Ya Dil Ki Jagah Ho Tum
Hamare Ansoo Poch Kar Wo Muskurate Hai Esi Ada Se Wo Dil Ko Churate Hai Hath Unka Chu Jaye Hmare Chehre KoIsi Umeed Main Hum Khud Ko Rulate Hai.
Is Duniya Se Kab Hare HE Hum Zinda Bas Apke Sahare HE HumAp Hume Bhale Hi Chodkar Chale Jana Par Itni Tasali Rakhna Sari Umar SiRf tumare he hum
Nigahe mila k dil ko jakhmi kiya, adaye dikhake sitam dha rahe ho, wafao ka kya khoob sila diya, tadapta hua chhodkar ja rahe ho,