Bas Itna Yaad

Bas Itna Yaad
Bas Itna Yaad Hai Dua To Na Jane Kon Si ThiYad Nahi Bs Itna Yaad Hai K Do Hatheliyan Millin Huwe ThiJin Mein Aik Meri Thi Aur Aik Tumhari!
  

Jan, 28 2012     138 chars (1 sms)     989 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

ye kaisi kashmakash hai zindagi me, kisi ko dhundte hai hum kisi me"
Ho chuki raat bahut ab so jaiye Jo he dil k karib uske khyalo me kho jaiye Kar raha hoga koi intzar aapka Khwabo me hi sahi unse mil aaiye
Kash Mai Shayar Tera Ban jau Tu Gazal Meri Bn ja Mai Phool Banu Tu Khushbu Meri Bn ja Pyar Itna Gahera Ho Humara Sanam Ke Mai Dil Tera Ban Jau Tu Dhadkan Meri Bnja
Kabhi to ki hogi suraj ne chand se moha at tabhi to chand me daag he,mumkin he chand se hui hongi bewafai ,tabhi to suraj me aag he....
Chaman Se Kaun Chala Khamosiya Dekr Kali To Tadap Uthi Siskya LekrRat Din Mere Marne Ki Kr Rahe The DuaWo Ro Rhe he Janaze Pe Hichkiya Lekr.
Kuch bikhare sapno se ankhon mein nami hai... Ek chhota sa aasma aur umido ki zamin hai... Yun to bahut kuch hai zindagi main... Sirf jo apna hain uski kami hai......
Gam ki ahat bhi na aye tere dar par,pyar ke samandar ka tu bhi 1 kinara ho.Kabhi bhul se jo tapke teri ankh se moti,thame wo jo tujhe sabse pyara ho. Ye rat itni tanha kyu hoti hai, kismat se apni sabko shikayat kyu hoti hai, ajeeb khel khelti hai kismat jise hum paa ni sakte use mohbt kyu hoti he
Aaja ye Kisi Din Tu Aisa Bhi Nahin Lagata Lekin Woh Tera Vaada Jhoota Bhi Nahin Lagata
Sirf Chahne Se Kuch Hota Nahi Hasil Qyamat to Andaz-e-Bayan Me Hoti Hai Ishq Me Jab Waar Krti Hai Ankhein Tab Talwarein Bhi Aksar Mayan Me Hoti
Milne Ko Is Saher Me Thikane Bahot Se h,Wo Dilse ChaheTo Bahane Bahot Se h mujh Ko Garib Smzti hai wo,Ankho Me Zaanke To Khzane Bahot Se h
"RaHaT" Bhi apse aati hai,"ChaHaT"Bhi apse aati hai,"HuMsE"Kabhi rothna nahi,Kiun k hamein..."MuSkUraHaT" Bhi sirf apse aati hai...!
Mere Wajood mai kash wo utar jaye,Mai dekhoon Aaina aur wo nazar aaye,Wo ho samne aur Waqt thehar jaye,Ye zindagi us se yuhin dekhte huye guzar jaye.