Har nami me

Har nami me
Har nami me kuch kami to rahegi,Ankhe thodi shabnami to rahegi,Zindagi ko aap kitna bhi. saawariye,Bin HAMARE koi na koi KAMI to rahegi.
  

Jan, 28 2012     136 chars (1 sms)     1034 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Roj hi tum mere khwabo me aate ho.. Kya ab bhi hume yaad karke muskurate ho.. Janta hu tum sath nahi ho humare.. To phir kyu apne hone ka ehsas dilate ho..
methisi hawa lagi abhi-abhi,kaya apne yaad kiya abhi-abhi,kab milenge pata nahi,yon laga jase app mil kar gaye abhi-abhi
Dekho koi wada na karo bhool jao gay, Meri yaad zyada na karo bhool jao gay, Main aaun to ker lena gilay shikway saray, Abhi se irada na karo bhool jao gay
KABHI DIL TO KABHI SHAMA JALA K ROYE,UNKI YAADON KO DIL SE LAGA K ROYE,RAAT K AAGOSH ME JAB SO GAYI DUNIYA SAARI,HUM CHAND KO UNKI TASVER BANA K ROY
Aaj fir kuch kamihe tere bagair Narang he na roshni he tere bagair Waqt apni raftar se chal raha he Bus dhadkan thami he tere bagair
Tera Shukriya Kuch Is Tarah Ada Kru Tu Kare Bewfai Mai Sda Wafa Kru Meri Mohabbat Ne Sikhaya Hai Mujhe Khud Mit Jaaun Par Tere Liye Dua Kru.
Nafrat Uski Sah Raha Hu Mein, Phir Bhi Mujhse Shikwa Nahi Hota, Waqt Kuch Es Tarah Badalta Hai, Jiska Mujhe Pata Nahi Hota.
Laut kar aane ka na ikrar kiya, dil ke armano ka na izhar kiya, wapas aane ka wada to karo sanam, phir shikayat karoge ke intezar na kiya....
Kis Kadar Mujhko Satate ho Tum Bhul Jane pe bhi Yaad aate ho Tum Jab bhi Khuda se Kuch Maangta hu Mere Dil ki Dua ban Jate ho Tum
Udas na hona,kyuki mai tere saath hu. Samne na sahi,par tere aas paas hu. Palko ko band kar, dil se yaad karna, Mai hamesha tere liye ek ehsaas hun.
Dil Ko Hujum-E-Shaher Se Nafrat Si Hogai Tanhayyo Se Jaise Mohabbt Si HogaiPalke Utha K Tumko Hi Dekha Kiye He Hum Aankho Ko Jaise Teri Aadat Si Hogai
Lutf-e-zindgi se bahut kuch seekhne ko mila kabhi shikwa milta tou kabhi gila mila har mod par mila koi na ko magar chahat thi teri par tu na mila