Juban khamosh aankho me nami hogi, Bus yahi Dasta-E-zindgi hogi, Jakhm to bahut bhar jayenge, Par kaise bharega wo dil ka kona, Jisme teri kami hogi………..
Dil chahta hai tumse mulakat roz ho, zindagi kai lamho mai tera sath roz ho, ho tumse kuch bate itne karib se karen, jo umar bhar na bhule wo baat ho..
CHUP REHTE HAI KYUKI KOI KHAFA NA HO JAYE……. HUMSE KOI RUSHWA NA HO JAYE…… BADI MUSHKIL SE KOI APNA BANA HAI,,,, MILNE SE PEHLE HI KAHI JUDA NA HO JAYE
Milna itefaq tha bichadna nasib tha,wo itne dur ho gaye jitne karib the,hum unko dekhne ko taraste hi reh gaye,jis shakhs ki hatheli pe hamara nasib tha..
Hasrato Se Tamari Raah Saja Denge Sapno Ki Dolat Ham Tum Par Luta Denge Kambakht Koi Phul Nahi AAj Daman Me Lekin Tumhare AAne Par To Ham Apni Jaan Bicha Denge!