$acha pyar"haath

$acha pyar"haath
$acha pyar"haath"or "aankh" ki tarha hota he, Jab"hath"ko taklif hoti he to"Ankh"roti hai, or jub "ANKH"roti he to "Hath"ansu pochte he
  

Jan, 28 2012     135 chars (1 sms)     1611 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Banane ko to jahan bhi bana leta hu, Ek uski justju hai jo khud ko bhula deta hu, Wo aayenge nahi ye yakin ho chala hai, Ek aur mukaddar is diye sa jala hai, Phir bhi unke laut aane ka imkan baaki hai, Dil me ummid aur thodi si jaan baaki hai.
Raat ke karwaton ko badgumani hai,Jo bhi chahe kar le manmani hai,Sanwarta hai ishq raat ki julfon mai,Pyar se liptne ki chahat hi jindagani hai..
Har khushi me usne hamara sath diya, Har gum me usne humko sahara diya, Aakhir me ruthne ki wajah ye nikli, Ki hum ne us se pyar kiya..
Ye dil aapko bhula nahi sakta,aisa kyun hai bata nahi sakta,muskil to ye hai aapko yakeen nahi,aur dil cheer ke hum dikha nahi sakte.
Mohabat Wafa ke siwa kuch bhi nahi Duniya gum ke siwa kuch bhi nahi Unke pas hamare siwa sab kuch hai Par Hamare pas unke siwa kuch bhi nahi
Kya kya Tere Naam likhon. . "DIL" likhoon k "JAAN" likhoon Aansu chura k Teri Pyari Aankhon se. . Apni har Khushi Tere Naam Likhoon
Tumhari lovely aankho ne, Hame aise attract kiya, Ke sabko neglect karke, Tumhe hi select kiya.
ASHIYANE HUM NAHI SAJATE, BAGGO MEIN PHOOL HUM NAHI KHILATE HUMARI 1 PASAND S TOOT JAYENGE HAZAARO DIL,YISLIYE HUM APNI PASAND NAHI BATATE.
Zndgi ki rah me aage chlte jana hr pal,mur ke na dek bite hue paljo nai tha tera tujhe nahi mila,jo milgaya uske sath guzaar apna har pal.
Jb Nam Mera Loge Tum Kamp Rhe Hoge Ansu Bhre Daman M Muh Dhamp Rhe Hoge Kali GhtaoKi Jb Sham Ghani Hogi Mehsus Tmhe H Dam Fir Meri Kami Hgi
Mujhe is liye gawara hai tere sitam,tere pyar ne sikhhaya Jine Ka Hunar,Tujhe bhulna bhi chaho to bhulao kaise.Teri Yaad Na Aaye To Hoti Nahi Sahar.
Woh waqt woh lamhe ajeeb honge, duniya mein hum kush naseeb honge, door se jab itna yaad karte hain aapko, kya hoga... Jab aap hamare kareeb honge?