Bahar hoti to titliya jarur aati,Nami aakho me ho to siskiya jarur aati,Kahne ko log kahte hai ke khub yaad aate hai,Magar yaad karte to hichkiya jarur aati.
Karke mujhe Deewana ja rahe ho kyu,Kaise kiya tha Hamsafar banne ka Vaada, ye jara likh dena.Agar teri nazro me mera pyaar ek zurm he to tum apni taraf se mujhe koi saja likh dena.
Agar Tum Usko Na Pa Sako Jisko Tum Chahate HoTo usey Zaror Apna Lena Jo tumhain Chahata HaiKyun K Chahne Se Chahey jane Ka Ehsas Zada Khobsorat Hota Hai