Pholon Se Pocho Isme Singhar Kitna Hai Mere Dil Se Pocho Isme Pyr Kitna Hai Saye Ki Trha Tumhara Pyr Sth Mere Rhta Hai Tumhare Sth Guzra Hua Hr Lmha Yad Rhta Ha
Teri sabhi baatein baar baar yaad karna acha lagta hai..Tumhein khud mein mehsoos karna acha lagta hai..Dua hai bas yahi ke Khuda aapko humse juda na kare..Kyunke tera saanso ke nazdeek rehna acha lagta hai
Tu meri chahat hain, tu meri tamana hain, tu meri aarzoo hain, tu hi meri dua hain, tu hi mera dil ka sukoon hain, tujhe pane ki aas hain, tu hamesha mere dil ke paas hain, ab toh har pal yeh ehsaas hain, Ki tu mere liye kuch khaas hain.
Kyo apki khamoshi hume khamosh kar jati hai...kyo apki udasi hume udas kar jati hai..kya rishta hai apka or humara..Jo apki yad hume har pal aati hai..