Dil ki Hasrat

Dil ki Hasrat
Dil ki Hasrat zuba par Aane lagi Aap ne Dekha Aur zindagi muskurane Lagi ye pyar Tha ya meri Divangi hur surat me surat Tumhari nazar Aane Lagi…
  

Jan, 28 2012     144 chars (1 sms)     3809 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Khayalo Me Aata Hai Jab Uska Chehra,To Labon Pe Aksar Fariyad Aati Hai,Hum Bhool Jate Hai Sare Sitam,Jab Uski Thodi Si Mohabbat Yad aati hai
Kaise samjhaye is pagal dil ko,Ke Ise kisi ki mohabbat naseeb nahi,Jo Nazdeek hai wo to begane hai,Aur apne to iske kareeb hi nahi..
Nazaro Ki Aas Kuch Aur Hoti Hai Kasmo Me Baat Kuch Aur Hoti HaiKaun Chahta Hai Kuch Kahena Bin Kahe Samajh Jane Ki Baat Kuch Aur Hoti Hai…
Khamosh rat ki pehlu me sitare na hote in rukhi aanko me rangin najare na hote Hum bhi na karte parwah aapke agar aap itane pyare hote
Yado ke sahare duniya nahi chaltiBina miley kabhi mehfil nahi bantiEk bar dil se pukaro to yaar apki chahat k bina yeh dhadkan bhi nahi chalti
Khwab ban k koi ayega to nind ayegi Ab wohi aa k sulayega to nind ayegi Dil ki wo bat jo aankhon se bayan hoti hai Koi honto se sunayega to nind ayegi
Kbhi-2 To Ro Prti Hai Yuhi Ankhe Udas Hone Ka Koi Sabab Nhi Hota Mn Apne DiLKo Yh Bat Kaise SamjhaonK Kisi Ko Chahne Se Koi Apna Nhi Hota
Dooriyon kina parwain kiya kijya Dil jab bai pukare bula lijiye hum door jyaada nahi aapse bus apni aakhon ko palkon semila lijiya
Aag duniya mein lagi ho to bujhana mumkin, Tum lagi dil ki bujha doge to chain ayega... Ab tak ishq mein aankhon se hi baatein ki hain, Yeh ada dil ko sikha doge to chain aayega.
Tanhaiyon Main Jeena Acha Nhi Lgta Bichar Kar Tum Se Rehna Acha Nhi LgtaYh DiL Sirf Tum Ko Yad Karta Hai Hr Bar Yh Bat Khna Acha Nhi Lgta
Duniya jise neend kehti hai,jane wo kya cheez hoti hai !ankhe to hum bhi bnd karte hai,par wo unse milne ki tarkeeb hoti hai..!
Kaash surat apki itni pyari na hoti kaash aapse mulaqat hamari na hoti sapno me hi hum dekh lete aapko to aaj milne ki itni bekarari na hoti