aakhri baar hai, lo maan lo ik yeh bhi sawaal aaj tuk tum se mein lota nahin mayoos-e jawaab aa ke le ja'o tum apna yeh damukta hua phool mujh ko lota do meri umr-e ghazishta ki kitaab
Dil ne akhon se poochake tumne kisi aur ki mohabbat kiu churai thi.Akhon ne kha maine to unse nazar hi milayi thi,Mujhe kya pata tha vo chiz hi parai thi.
Aaj ki raat bahut khubsurat nazar ati ho, dur ho itni magar karib nazar ati ho, dekh kar khud ko tum khud se sharmaa jao, aisi tum chand ki chandni nazar ati ho
HUM CHUP HEIN K KOI KHAFA NA HO JAE,BHULAY SE HUM SE KOI KHATA NA HO JAE,BARY MUSHKIL SE KOI APNA BANA HAI,DAR LAGTA HAI KAHIN WO HUM SE JUDA NA HO JAE ....