Manjur Nahi Thi

Manjur Nahi Thi
Manjur Nahi Thi Tumse Judai,Rula Dia Muje Dard K Ansuo Me,Chup Rahi Wo Masoom Si Dulhan,Jo Pyar Bankar Chali Thi Tere Angan Me.
  

Jan, 28 2012     127 chars (1 sms)     973 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Is zindagi se pyar kis namurad ko hai, Mar-mar k ek farz ada kr rahi hu, Ho to kisi tarha kaid se rihayi bas yahi dua subah saam kr rahi hu.
Kya khub hai yeh zindagi, kabhi to hasati hai yeh zindagi, to kabhi rulati hai yeh zindagi, or kabhi rab se bhi pyara yaar milati hai yeh zindagi.
Chand Chup Gaya Mujhe Raat Saunp Ke Ankhon Ko Intezar K Lamhe Saunp Ke1 Shakhs Tha Jo Mujh Se Bichad Gaya Aakhon Ko Mausam-e-Barsaat Saunp Ke.
Apke Didar Ki Hasrat Ho Gayi He, Is Kadar Milne Ki Chahat Ho Gayi He, Apka Msg Aaye Ya Na Aaye, Mobile Utha Ke Dekhne Ki Aadat Ho Gayi
Aj b 1 sawal hai is DIL me Pyar ka gam beshumar hai is DIL me Kuch keh nahi pata ye DIL magar Kisi k liye bahut pyar hai is DIL me,
MIT JAYE DHURI AGAR TUM CHAHO NA KOI HO MAJBURI AGAR TUM CHAHO WESE TO HAIN HAME CHAHNE WALE BOHT MAGAR MERI YE HASRAT HAI MUJHE SIRF TUM CHAHO..
Bahut Udas Hai Dil Ek Pal Ko Aa jao Aaz Aa Kar Meri Dunia Mehka Jao Tume Paane Ko Khuda Se Ki Hein Duaye Apne Pyar Ka Dil Me Deepak Jala Jao
Rango ki fuhar se tarbatar huye kuch aise wo..Andaaze khafa se chaldiye..Uff Andaaz apna dekhte hai aaine me wo..Aur ye bhi dekhte hai..Koi dekhta na ho
Umar bhar aapko itna pyaar denge,Soch se bhi zyada beshumaar denge,Di na hogi itni khushiyan kisi ne apne pyaar ko,Vaada hai utni khushiya bar bar denge.
Subah Ka Ujala Sada Aap ke Sath Ho Har Din Har Pal Aap ke Liye Khaas Ho Dil Se Dua Nikalti Hai Apno K Liye Sari Khushiyan Aap ke Paas Ho
Unhe Yeh Shikawa Humse Hai K Hum Unhe Yad Karte Nahi, Par Unhe Yeh Kaun Samjaye Ki Hum Unhe Yad Kaise Kare Jinhe Hum Bhulate hi nahi.
Likhte hai unhe jo yaad aate hai. Unhe kya likhe jo sada dil mein rehte hai