Raat bhar jagh kar hamne tera rasta dekha hamse mat poch in ankhon ne kia kya dekha ham bhi shayad kisi ankhon mai panah le letey is bhare shahar mai ek chehra na tum sa dekh
Khudaya mila de mujhko tu usse ek baar, Tham jaaye yeh shaikayato ka silsila ek baar, Dekh loon usko jee bhar ke ek baar, Kar loon apne dil ki har baat usse ek baar...
DIL DOOB RAHA HAI EK KINARA CHAHIYE GIRTE HOYE IS PAIRH KO SAHARA CHAHIYE ANDHERA HI ANDHEA HAI KUCH KAISE DIKHE BHALA ANKHON KO TERI SURAT KA NAZARA CHAHIYE...