shayari:Kyn kisi

shayari:Kyn kisi
shayari:Kyn kisi se itna pyr ho jata hai,1din ka intzr bi dushwar ho jata hai,lagne lagte hain apne bi paraye or1ajnabi pr aetbar ho jata hai.
  

Jan, 28 2012     142 chars (1 sms)     990 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Darde judai jamane ko bata ke apne sanam ko rusava nahi karate Dil se pukar ke dekhlo sachche sanam judai nahi dete.
Hichikyon se ek baat ka ehsaas hota hai ki,Shayaad koi hume yaad karta hai,milne na aaye to kya,hum per kuch lamhe to barbad to karta ha
Guzry hoy pal wapes nahi aaty.. Khushi ho jahan Wahan aansuo nahi aaty.. Apny Pyar ka aaser hai mari Jaan.. Jo app humain aor hum app ko BHOOL nahi paty........
Hume Hasne-Hasane kiadat he Nzron se Nzar Milane ki adat he Par hmri to nzar unsehai ja mili Jinhe nzar Zhukake Shrmane ki Adat he.
Na Manzile Kathin Thhi Na Raste Mushkil Thhe, Tumne Jo Wada Toda Saath Nibhane Ka, Na Manzilei Rahi Na Raaste Rahe.
Hasa kar kisi din rula mat dena,khas bana kar kabhi gair bana mat dena mana ki roz apse hum milte nahi isi baat ka bahana bana kar kisi din bhula mat dena.
Ek shabd me kya tarif karu apki,aap shabdo me kaha bandh paoge,bas itna janlo ki jab bhi baat chalegi dosti ki meri aankho me aap hi nazar aaoge.
Khuda se thoda reham khareed lete, aapke zakhmon ka marham khareed lete, agar kahin bikti khusiyan meri, to saari bech kar aapka har gum khareed lete Phool
Mumkin nahi shayad kisi ko samajh pana, samjhe bina kisi se kya dil lagana, asan hai kisi se pyar jatana, bahut mushkil hai kisi ka pyar pana...
Mujhe sulane k khatir jab raat aati hai,Hum so nahi pate, raat khud so jati hai,Puchne par dilse ye awaz aati hai,Aaj unhe yaad kar le, RAAT to roz aati hai
Andaj e dosti bhi aapki 1 ada hai, jisko bhi chaha aapne wo aap par fida hai, dil me basi hai ek pyari si tasvir aapki, fir kaise keh du k aap humse juda hai.
KABHI NA NAM HO YE MASUM NIGAHE, MERI ARZU HAI K TU SADA MUSKURAYE GAM K ASU RAHE HAM TAK HI TERE AASIYE ME SADA BAHAR HI AAYE..