DIL SE DIL KI

DIL SE DIL KI
DIL SE DIL KI DOORI NAhI HOTI KASH KOI MAJBURI NAhI HOTI AAPSE ABI MILNE KI TAMANNA HAI LEKIN KEHTE HAI NA K HAR TAMANNA PURI NAHI HOTi
  

Jan, 28 2012     135 chars (1 sms)     2001 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Agr kush he wo dek k ansu meri anko me,2kasam he kudaki hm hasna chod dege,tadpte rahege use dekne ko magr,uski taraf palke utana chod denge
Kuch pal itne haseen hote hain,ke Yaad karke aankho me aansu aa jaate hain.kuch logo ko milne ki fursat nahi,Aur kuch milne ko taras jaate hain..
Chand jb nikly to tera guman hota hai,Kis qadr dilfreb ya smaa hota hai,Hum tari yaadon mein khoya rehty hain,Neend main Jb sara Jahan hota
Pyar Me Tere Kuch Is Kadar Kho Gye Zamane Se Bekhabar Tere Dil Me So Gye Mat Uthana Ab Apne DilKi Goad Se Hum Sada k Liy Ab Tere Ho Gye..
Mana KI Kuch Dilo Me Nafrat Hoti HE Par Har Dil Me Koi Hasrat Hoti He Insan Us K Aage Kyu Majbur HO Jata He JisSE Use bepana mahobbat hoti he.
Kuch Nasha Unki Baat Ka Hai Kuch Nasha Dhimi Barsat Ka Kai Hum To Kab K Mar Chuke Hote Jinda Hai Kyoki Intezar Unse Agli Mulakat Ka Hai
Meri bazm-e-dil mein tum ho jao shareeq ke abtak tumhe theek se dekha hi nahi, Pyar karna to ab aa gaya humein, par jataana to abhi seekha hi nahi.
Kisi Dhadkan Ke pICHE koi Baat Hoti Hain.. Dard Ke Piche Kisi Ki Yaad Hoti Hai, Apko Pata Ho na ho appki Har Khusi Ke Piche Hamari Fariyaad HoTi Hai.
Taras gaye tere didaar ko, dil phir bhi tere liye dua karta hai. Hum se acchha to tere ghar ka aaina hai, jo roj tujhe dekh to liya karta hai.
Bada Arman Hai Tujh Sang Zndgi Bitane Ka, Shikwa H Bs Tere Khamsh Rah JaneKa, Diwngi IsSe BadhKar Kya Hogi MereYar, Aj B Intzr H Tere Laut K AneKa...!
Har phool ki ajab kahani hai, chup rehna bhi pyar ki nishani hai, kahin koi zakhm nai phir bhi kyun dard ka ehsas hai, lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi uske paas hai.
Woh inkar karte hain ikrar ke liye, Nafrat bhi karte hain to pyar ke liye, Ulti chaal chalte hain yeh ishqwale, Ankhein band karte hain didar ke liye.