Mere aansuon ko

Mere aansuon ko
Mere aansuon ko mat roko, Ye to saza hai mere pyaar karne ki, Log inhe paani kahe ya diwangi, Par ye to nishani hai humari akhri mulaqat ki.
  

Jan, 31 2012     140 chars (1 sms)     1085 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

'Dil k bazar me main sabse garib hu,khwabo ki duniya me 1 mai hi badnaseeb hu, unke paas mere liye waqt hi Nahi or log samajhte hai k mai unke sabse kareeb hu..
Hamse koi gila ho jaye to maaf karna,yaad na kar paaye to maaf karna,dil se to hum aapko kabhi bhulte nahi,par ye dil hi ruk jaaye to maaf KARNA.
Jisay TUM chaho SIRF usiko satana.Yuhi na DIL kisi say lagana.Hai agar tum may MOHABAT nibhanay ka garur.To kabhi bhi USKA dil na dukhana
Hum khamos the to majbur smaj liya,Chup the to grur samaj liya,Bas yahi galti thi apki,Hum itne karib the apke,Fir bhi apne dur samaj liya.
Do baate tumse ki Dil ka dard kho gaya.Logo ne pucha aaj tumhe kya ho gaya.Hum beqarar ankho se sirf has paye.Ye na keh paye hume pyar ho gaya.
Jab kisi k sapne kisi k armaan ban jaye,Jab kisi ki hasi kisi ki muskan ban jaye,Bepanah pyar kehte hain use,Jab kisi ki saanse kisi ki jaan ban jaye.
Woh inkar karte hain ikrar ke liye, Nafrat bhi karte hain to pyar ke liye, Ulti chaal chalte hain yeh ishqwale, Ankhein band karte hain didar ke liye.
Dilki Dhadkan Se Judaai Kyu Hai,Gam Ki Kaali Ghata Chhayi Q Hai,Gum Ki Ye Aag Jab Bujhani Nahi Thi,To Fir Aapne Ye Aag Lagayi Q Hai.
Yaadon mein tum, khwabon mein tum Aankhon mein tum, dil mein tum Yaad karein bhi to kaise karein dost tujhko Jise bhula na paayein wo hi shaks ho tum.
iqraar hota chala gaya,likha tha baad mein dhokha khaana Isliye mujhe pyar hota chala gaya!.
chehre par ashqo ki laqeer ban gayi, no na chaha thaw o taqdeer ban gayi, hamne to chalai ret par ungli, dekha to apki tasveer ban gayi
tanha ho kabhi to mujhe dhoond lena is dunia se nhi apne dil se pooch lena aapke aas paas hi kahi rehte hai hum yaado se nhi to sath guzare lamho se pooch lena