Kati kahin pe raat to kati sahar kahin Rahe wafa mein chain na paya magar kahin Wo sun rahe hai yu mera afsana e hayatDil hai kahin khyal kahin aur nazar kahin Dil mein panap rahi hai bas yehi arzooYarab mile humko koi humsafar kahin
tera pyar na pakar mene bahut kuch khoya khusi k pal chand dil jee bhar kar roya pyar ne badal dali meri kismat fir b mujhpe pyar ka nasha chaya aaj b mahsush kiya hai mene jab b thokar khayi aur sambhalna chaha sanam ka naam khuda se pehle aaya
Mere jine ke liye aapka Armaan hi Kafi hai, Dil ki kalam se likhi Daastaan hi kafi hai, Teer aur talwaar ki kya zaroorat hai, Katal karne ke liye aapki muskaan hi kafi hai
Dekho meri aankho me khwab kis k hain.Dekho mere dil me tufan kis k hain.Log kehte hain mere dil k raste se koi nahi guzra.To fir ye pairo ke Nishan kis k hain..