main uski dastaras

main uski dastaras
main uski dastaras mein hon, magar wo mujhe meri raza se maangta hai kya ahmiyat hai uski is dil mei kis qadar yeh dil usey chahta hai.
  

Jan, 27 2012     135 chars (1 sms)     1417 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Har baar apki salamati ki dua karenge,teri arzoo main apni hasti fanaah karenge,tum chahe daman bachalo humse lekin,Hum marte dum tak aapse wafa karenge.
Maine Kal Jub Us SE Pucha Ki, Kya Dhoop Me Barish Hoti Hai? Sun Kar Wo Hasne Lagi Aur Haste-2 Rone Lagi, Aur Dhoop ME Barish Hone Lagi
na khusi ki tamanna rakhte hai hum bus apne hi saaye ke sang rehte hai hum kaise kahe kaise hai humbus yu samajh lo tum khus ho to bahut khus hai hum
Kabhi Unki Palko Se Unka Izhar Hoga Dil K Kone Me Unke B Pyar Hoga Guzar Rahi Hai Raat Or Din Unki Yad Me Kabhi Unko B Hamara Intzar HOGA
Dil me teri mohabbat basane ke liye, pura dil khali karna pada, magar dil itna chota pad gaya ki, dhadkano par bhi tera naam likhna pada
Jo hadse na guzar jaye wo pyar hi kya, Jo pyar karne pe majboor na karde wo ikraar hi kya, Intezar to sab karte hai..... Saanse tootne tak jo saath na de wo yaar hi kya!
Kashish honi chahiye kisi ko yad karne ki, Lamhe to apne aap mil jate hain. Waqt hona chahiye kisi k saath gujarane k liye, Bahane to apne aap mil jate hain !
Dil K Dard Ko Pinewale Kya Jane, Prem Ki Boli Ko Zalim Zamana Kya Jane, Hoti Hai Mehnat sMs Banane Me Ye Padhkar Delete Karnewale Kya Jane
Yaadon se judke yaad ate ho aap, Yaad aakar Yaadgar ban jate ho aap, Yaado ki yaadon me ghir jate ho aap, kyo Yaad ko bhi Yadgar bana jate ho AAP...
Patthar paani mein mat feko, use koi aur bhi peeta hai, zindagi jeeni hai to muskura ke jiyo, tumhe dekh kar koi aur bhi jeeta hai..
Samjha Lo Apne Dil Ko Pyar Na Kre Meri Fitrat H Bewfai Izhar Na Kre Hmse Paoge Dhoka Tm Yad Rkhna Pehle Hi Khte H Koi Hmara Atbar Na Kre
Os ko bohat chaha magar woh mila hi nahi, LAkh koshish ki magar faasla mita hi nahi, Os ko zamaney ne majboor is qadar kr diya K , woh meri kisi sada per thehra hi nahi,