tujh par khatm

tujh par khatm
tujh par khatm meri har chahat hogi, fir na kisi par ye inayat hogi, kuchh is tarah karenge hum mohabbat tujhko ke na zamane ko khabar hogi na zamane ko koi shikayat hogi.
  

Jan, 27 2012     171 chars (2 sms)     955 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Ae zindagi yu mujhse daga na kar,Main zinda rahu yeh dua na kar…. Koi chhuta hai tujhe to hoti zalan ,Ae hawa tu bhi usse chhuaa na kar….
Har subah ki dhund kuch yaad dilati hai, har phool ki khusbu ek jaadoo jagati hai, chao ya na chao ,par kitna bhi, aaap ki yaad aa hi jaati hai.
Na tasvir he apki jo deedar kiya jaye,Na aap pass ho jo pyar kiya jaye..Ye kaun sa dard diya he apne,Na kuch kaha jaye na apke bina raha jaye....
Apne Hotho Pe Sajana Chahta Hu Apne Geeto Me Gungunana Chahta Hu..Thak Gaya Me Yaad Karte Karte Tujhko Ab Tujhko Yaad Aana Chahta Hu
Aap ki yari ka kya javab du!Aap jese yar kko kya tohfa du!Koi achhasa ful hota to la deta,par jo khud GULISTA he use kya gulab du !
ye kaisaa hai ehsaas, tu hi tu hai dil ke paas, neend hai ki aati nahin, aur badhti jaati hai pyaas!!!
Kuch is tarah ap humse door ja rahe he milon tak na hume ap nazar aa rahe heek muddat Se na ki baat apne koi majburi he ya ap hume bhula rahe he
Itna Pyar na Karo Ke Bigad Jaye Hum, Thora Danta Karo Ke Sudhar Jaye Hum, Agar Ho Jaye HumseKoi Khta To Ho Jana Khafa, Itna Bhi Nahi Ke Mar Jaye Hum……
Duniya Ki Daulat Dabaye Rakhna; Husn-ki-Bagiya Chupaye Rakhna; Kahi-Kisi-Ki Nazar Na Lag Jaye, Thoda Sa Kajal Lagaye Rakhna.
Door waadiyoN mein dhundley badal chupkar parvat se milne ka intzaar karte hain, Dil mein tamaam hasarteiN liye hum aapka intzaar karte hain
Taras gaye tere didaar ko, dil phir bhi tere liye dua karta hai. Hum se acchha to tere ghar ka aaina hai, jo roj tujhe dekh to liya karta hai.
Hasrat he sirf tumhe pane ki,aur koi khwaahish nahi is deewanaki, Shikwa mujhse nahi,khudase karo,kya zarurat thi tumhe itna pyara banane ki