Arzo thi kuch

Arzo thi kuch
Arzo thi kuch pal tanha rehne ki,par ashkon ki mehfil me a gye,jis mohabat pe haske chali gayi duniya saari,humko wahi ehsaas rula gyE
  

Jan, 25 2012     134 chars (1 sms)     1024 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Arz hai Yaade wo nahi, jo tanhai me aati hai. Yaade wo nahi, jo tanhai me aati hai. Yaade wo hai, jo bhid me bhi tanha kar jaati hai.
Muskurahat ki roshni ka sabab, aansuo ke chiraag hote hain,Jin ke chehre ho chand ki moorat,unke dilo mein bhi daag hote hai.
Dhalne Lagi He Sham Tere Intizar MeYe Subha Kaisi HoGyi Tere Intizar Me Shabnam Bhi Ro Padi Meri Bebasi Par Aaj Asqon Se Raah Sjayi Tere Intizar Me
Raat gumsum hai magar chan khamosh nahi, Kaise keh du aaj fir hosh nahi. Aisa duba teri aakho ki gehrai main, Haath mein jam hai magar pine ka hosh nahi.
Kon Kise dil me Jagah deta he, Ped bhi suke patte ko gira deta he, Wakef he ham duniya ke rivajo se. Matalab nikal jaye to har koi thukra deta hai........
ek khushi ki chah me har khushi se dur hue hum,kisi se kuch keh bhi na sake itne mazboor hue hum,na aayi unhe nibhani pyar me wafa aur zamane ki nazar bewafa ke naam se mashur hue hum
Na jane kaunsi raat akhri hogi, na jane kaunsi mulaqat akhri hogi, abhi waqt hai karlo humse jee bhar ke baatein khuda jane kaunsi saans akhri hoGI..
Yoon to koi bhi tanha nahi hota, Chaah kar kisi se juda nahi hota, Mohbbat ko majboorian hee ley doobti hain, Varna koi khushi se be-wafa nahi hota.
ZINDAGI guzarne ka bahana dhundte hai,Khatam na ho kabhi woh PAIMANA dhundte hai,HOSH mein to tadpenge raat-din,jo HOSH na aane de woh MAIKHANA dhundte hai.
Usko mera halka sa ehsaas to he Bedard sahi wo meri humraz to he Wo aaye na aaye mere paas lekin Shiddat se mujhe uska intezar to he.
Usko Dil Ki Har Bat Sunana Chahu,Chhod Pau Use Na Apna banana Chahu,Mujko B Hai Yad Kuch Hasi Lamhe,Bhul Ke B Jinko Na Mai Bhulana Chahu.
KAMZOR hai DOR hawa tez KYA kare Aa apni KAShTI ko SUPURD-E-KHUDA kare Apni TABAHI mein hi jab APNA hath ho,fir DUSHMANO ke waste kya BADDUA kare