Tootte Hue Tare

Tootte Hue Tare
Tootte Hue Tare Ko Dekh Kar Maine Kaha_A Dil Mang Le Tu Bhi Fariyad Koi_Par Dil Se Awaz Aai Ki Jo Khud Toot Raha Hai_Kaise Poori Karega Wo Fariyad Koi... !!!
  

Jan, 27 2012     157 chars (1 sms)     1234 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Har aik se poocha sabab os k na milney ka,, Har aik ne kaha woh tere liye bana hi nahi
Mehfil Me Hasna Mera Mizaz Ban Gaya,Tanhai Me Rona ek Raaz Ban Gaya.Dil Ke Dard Ko Chehre Se Zahir Na Hone Diya,Yehi Mere jine ka andaz ban gaya.
Mai Kaise Bhulu Tume Ye Bata Do Ek Kafan La K Mere DilPe Odha DoAb Khatam KrDo Silsila Ye Chahat Ka Jine Ki Chah Ko B Mere Dil Se Mita do
Jab Mujhe unse Mohabbat hui thi...., Tab unhe hamari Mohabbat pe shak tha...., Jab unhe ehsaas hua hamari Mohabbat ka tab hum par kisi aur ka Huck tha.......-
main pyar ki ek aisi falak chhod jaunga jo sab ko dikhai de wo jhalak chhod jaunga, gulshan jalane walon mitao mera wazud har khak ke zarre pe apni mehak chhod jaunga
Aap DiL Se Yu Pukara Na Karo, Humko Yu Pyar Se Ishara Na Karo Hum Dur Hai Aapse Ye Majburi Hai Hmari Aap Tanhaiyon Me Yu Rulaya Na Karo
Apni to zindgi hi ajeeb kahani he jis chiz ko chaha vo begani he haste hain to sirf duniya k liye varna in aankhon me pani hi pani hai…
Dil gumsum, zuban khamosh Yeh aankhen aaj nam kyon hai. Tune kabhi paaya hi na tha, To aaj khone ka gam kyon hai.
Koi dur ho kitna hi kya gam hai? Magar vo apna hai ye kya kam hai? Chahe na ho bat na ho mulaqat kya gam hai? Yad hume vo karle ye kya kam hai.
Unko humne khafa kar diyaAisa laga jese khud se koi gunah kar liyaUnko kese manae ye soch rahe he humAb to aasuo ne b aane se mana kar dia
Aaj kuch kami hai tere bagair, na rang hai na roshni hai tere bagair, waqt apni raftar se chal raha hai bus dhadkan thami hai tere bagair.
KITNA BECHAIN HAY WO SHAKHSH MUJH SE BICHAD KER ITNI SHIDDAT SE TO MAY NE USE CHAHA BHI NA THA