Aaj phir ansuo

Aaj phir ansuo
Aaj phir ansuo k fasane nikle ,Tute jaam k pemane nikle.Tum kabhi dil ki Baat samajh hi na paye,Aur hum tumhe dil ka haal sunane nikle.
  

Jan, 27 2012     135 chars (1 sms)     1053 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

VO NADIYA NAHI THI AANSU THE MERE..AJIS PAR VO KASHTI CHALATE RAHE.AMANZIL MILE UNHE YE CHAHAT THI MERIAIS LIYE HUM BHI BINA RUKE AANSU BAHATE RAHE.
waade bhi dost ne kya khoob nibhaye, zakhm muft mein aur dard tohfe mein bhijwaye, is se badhkar wafa ki misaal kya hogi, maut se pehle hi dost kafan le aaye.
dard to bahut hoga jab huma aap se juda honge .....roenge hum magar aansoo na aaenge ...............jab saath koi na de aapka awaaj hame dena .......aasma per bhi honge to laut aayenge
Kitne pass reh kar kitne dur he hum Khuda hi janta he kitne majbur he hum Saza yeh hai ki wo hume mil nai sakte Guna ye he k bekasur he hum
NA soch vapis aaunga,NA ye soch tere liye aansu bahunga,AB nahi mujhe bhi tumse PYAR,Jesse BHULI hai tu mujhe,Wese hi tujhe bhuL jaunga
Har Ek Chehray Ko Zakhmon Ka Aaina Na Keho Yeh Zindagi Tu Hai Rehmat Issay Saza Na Keho Na Jaanay Ko Koun Si Majbooriyon Ka Qaidi Ho Who Saath choor Gaya Hai Tu Bewafa Na Keho
Jab kabhi koi gam sataye,koi baat dil ko na bhaye,Aankhen sagar chalkayen,baat karke dekhna humse kya pata kuch ansu kam ho jaye!!
Zaruri nahi jeene ka sahara ho,Jise chaho wo hamara ho,Doob jaye kashti meri to parwah nahi,Bus dubne tak tera sath ho.
Dard hi sahi mere ishk ka inaam to aaya khali hi sahi hathon me jaam to aaya.Main hu bewafa sabko bataya usne yu hi sahi uske labo pe mera naam to aaya
tujhe bin kahe aram na ayega ab, mere hothon par koi aur naam na aye gab, tune agar toda to ye dil,kisi aur ke kaam na ayega ab
rafta rafta unhe muddatho me bhule hai ham, kishto me khudkashi ka maza hamse puchiye, agaz e aashiqi khud janiye, anjaam e ashiqi ka maaza hamse puchiye.
Wade to bhut kiye usne ek bhi nibha na ske.Yu dur gye ki waps aa na ske. Jalim ko kbhi yad na aae meri.Ek hm hai jo bhul Ke bhi bhula na Sake.