Uski mohabbat ka

Uski mohabbat ka
Uski mohabbat ka abhi nishan baki Hai, Naam lab par Hai jaan baki Hai kya Hua jo dekh kar Muh pher lete Hain Tasalli to hai k shakl ki pehchaan baki Hai...
  

Jan, 27 2012     155 chars (1 sms)     1330 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Zindagi Ae Zindagi Humein Tum Se Koyi Tamanna Kab Hai Mein To Is Aas Per Jee Raha Hoon Ke Marna Kab Hai
ishq ki baazi hum kya khele, khelne se darte hai . jab bhi dil dena chaha kisi ko to, dekha wo kisi aur pe marte hai.
Unki yaad mai aakho se din raat aasu hai barse,Manga jis khuda se b humne unhe,Laut aye khali hath har us dar se,Gunehgar keh kar Mili hume itni saza,par such to ye hai yaro hum to ek gunha karne ko b tarse
Pyar ki rasmo ko nibhaana aasaan nahi hota Uski kasmon par chalna aasaan nahi hota Chhodh diya humne pyar karna kyunki Apne pyar ko kisi aur ke saath dekhna aasaan nahi hota!
Log samajhte hain Humne tumhe bhula rakha hai, Woh nahin jante dilme chupa rakha hai, Dekh na le tumhe koi meri aankhon mein,is darse palkon ko jhua rakha hai...
Bada armaan tha tere sang jeevan bitanne ka, Shikwa he bas tere khamosh reh jaane ka, Dewaangi isse badkar bhi kya hogi, Aaj bhi intajaar hai tere aane ka.
Bhula kr hme wo Khush rh payege Sath Me nhi to mere Jane k baad muskurayege Dua He Khuda Se ki Unhe kbhi Gum n dena Hum to seh Gye prWo tut jayege
Kashtiya dubi kaha kab kya pata,siskiya lete kinare reh gaye,saare khat jala daale humne magar,lafz kuch fir b tumhare reh gaye
Hum To Tere Dil Ki Mehfil Sajane Aaye The Teri Kasam Tujhe Apna Banane Aaye The Kis Baat Ki Saza Di Hum To Tere Dard Ko Apnane Aaye The
Dil Ne Tere Bare Main Poocha To Bohat Roya Vo Shaks Jo Pather Tha,Toota To Bohat Roya Ye Dil Ke Judai Ke Wo Barso Se Chup Tha To Bohat Chup Tha,Roya To Bohat Roya
Woh nadiyan nahi aansu they mere, jinpar woh kashti chalate rahe. Manzil mile unhein yeh chahat thi meri, isliye hum aansu bahate rahe.
Wohi Ranjishen, Wohi Haasraten, Na Hi Dard e Dil Main Kami Hui Ajab si Hai Mri Zndagi Na Guzr Saki Na Khatam Hui