Phul murjha gaye

Phul murjha gaye
Phul murjha gaye magar bahar to wahi h,door rahte ho magar pyar to wahi h,kya hua jo mil nahi pate magar in ankhon me intjar to wahi h.
  

Jan, 27 2012     135 chars (1 sms)     1776 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Sabi puchte hai ki hum muskurate kyu nahi,Humare zakhmo ko koi janta hi nahi,Hum tanha hai kitne ye hum hi jante hai,Hume gam honge itne koi manta hi nahi.
KIs kadar har taraf tanhai hai,Ujalo me andhero ki parchhai hai,kya hua jo gir gaye palko se aansu,Aaj phir Shayad yaad unki chupke se chali aayi he.
Karta Raha Jo Roz Uski Burai,Wo Sakhs Ab Unka Tamannaai Ban Gaya,Wo Pehle bhi Meri Mohabbat nahi Thi,Kya Hua Agar Koi Harjaai Ban Gaya.
khone gijar mera akhir kuch to rang layega, ye gujra hua jamana kabhi tujko bhi yaad aayega, tu bhi beth kar royegi deewano ki tarah, jab tere bhi armano ka sare aam katal ho jayega
Kaun Kise Dil Me Jagah Deta He Ped B Sukhe Patte Gira Deta He,Waakif Hai Hum Duniya K Riwazon se, matlab nikal jaye to har koi thukra Deta he
Hume to pyaar tha sirf unn se, Dil bhi unhi ko diya tha, Unhe pyaar tha kissi aur se, Dhokha sirf hum ko mila.
Pyar Sikhakar Wo Juda Ho Gaye,Na Socha Na Samja Bas Khafa Ho Gaye,Ab Kisko Hum Apna kahenge,Wo Bhi Auro Ki Tarah Bewafa Ho Gaye.
Tum Aankhon Ki Barsaat Bachayay Huey Rakhna Kuch Log Abhi Aag Lagana Nahin Bhulay
Chandni raato me saara jaha sota hai.Kisiki yaado me koi badnasib rota hai.KHUDA kisi ko mohabbat pe fida na kare,agar kare toh qayamat tak juda na kare.
Aaj achanak hava ne rukh aisa badla,suraj k hote bhi pani barsa,kyu ho gaye woh hamse itne dur? Ki meri aankho k sath sath badal bhi barsa..
Nae Us Par Itna Yakeen Kyon Hain Uska Khayal Itna Itna Haseen Kyon Hain Suna Hai Pyaar Ka Dard Mitha Hota Hai To Aankhon Se Nikla Aansu Namkeen Kyon Hai..
Ye raat kyun tanha hui hai, Kyun ye subah tanha hui hai, Kehna chahte hai hum unn se apni dil ki baat, Lekin baat ye tanha kyun hui hai.