MERI OR UNKI BUS ITNI SI KAHANI HAI ,TOOTI HUI KASHTI RUKA HUA SA PANI HAI,EK GULAB JO UNKI KITAB MEIN DUM TODH CHUKA HAI,OR UNKO YAAD HI NAHI KI YEH KISI KI NISHAANI HAI..
Juba khamosh oR ankho me nami hogi, yahi bas ek dastan e jindagi hogi, bharne ko to har zakhm bhar jaega, kaise bharegi wo jagah, jaha TERI kami hogi..!
Lamha-2 Sanse Khatm Ho Rhi H. Jindagi Maut Ke Pahluo Me So Rahi H. Us Bewafa Se Mat Pucho Meri Maut Ki Wajah Wo Bus Jamane Ko Dikhane K Liye Ro Rahi HAI