Ye Wada hum karte hain DOSTI Nibhayenge, koshish rahegi Tuze na kabhi Satayenge, Zarurat pade to dil se pukarna, marte bhi rahe to mohlat le kar ayenge..
Bahoot tamanna thi, pyar mein aashiyan banane ki, Bana chuke to lag gayi Nazar zammane ki. Usi ka karz hai jo aaj hain aankhon mein aansoo, Saza mili hai hume bus muskurane ki
Kisi Ki Umid M Tum Aise Khoye The Palko S Pta Chala Tum Rat Bhr Roye The Dhimi Si Aahat S Tumhare Karib Ana ChahaJane Kyn Aisa Lga Tum Hume Yad Krte-2 Soye The