Jane kyon is

Jane kyon is
Jane kyon is jahan mein aisa hota hai,Khushi jise mile wahi rota ha,zindagi bhar saath nahi nibha sakte jo jane pyar unhi se kyon hota hai.
  

Jan, 27 2012     139 chars (1 sms)     937 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Ye Shishe Ye Sapne Ye Rishte Ye Dhage Kise Kya Khabar Kab Kaha Toot Jaye Mohobbat Ke Dariya Me Tinke Wafa Ke Najane Ye Kis Mod Par Doob Jaye!
Dil Ne To Uunki Har Baat Ko, Apne Seene Se Lagaa Liya.. Par Uunhone Jara Si Baat Par, Mujhe Nazaron Se Gira Diya..
SAPNA ye apni aankh me kaisa SANJO diya, kuch paane ki CHAH me sab kuch DUBO diya, logo ne kaha ILAAZ hai KHUDA k pass, mene ZAKHM dikhaya to KHUDA bhi RO diya
AshKO Ko PaLko Se Rok Lete HE humWo Aah Jo Bhare To Ro Dete HUMUnki Mohabat Ne Zinda Rakha HE WrnAZindgi Ka DaMaN Kab Ka Chod Dete HuMRS
Baat karni mujhe mushkil kabhi aisi toh na thi Jaisi ab hai teri mehfil kabhi aisi toh na thi
MOHABBAT KA AJEEB KAROBAAR HUM NE KIYA,....WOH BEWAFA SEHI MAGAR PYAAR HUM NE KIYA WOH CHOR GAYEA TO MAT KEHO BURA US KO,...QASOOR USKA NAHE "AITEBAAR" HUM NE KIYA!
Kisiki mohabat se hamne kya paya. raat ki neend aur din ka chain gawaya. kya kare hum is dil ka jise aaj barbaad ho kar bi hosh na aaya..
Tumhare pyaar me hamne bhohot chote khaye, Jiska hisaab na hosake utne dard paye, Phirbhi tere pyaar ki kasam khake kehtahu, Hamare lab pe tumhare liye sirf pyaar aaye.
K Itna To Housla Mujhe Parvardigar De EK Gamzada Hayat Ka Haskar Guzar De Mai Kab Yeh Chahata Hun K Umar Tavil DeDe Muktesar Hayat Magar Bawakar De.
Dil leke dil tod dena ye pyar ka enam na ho,pyar ho aisa jis pe koi ilzam naho,agar kuch log dhoka dena chhod deto ye pyar kabhi badnam naho
Bhigte rahte hai... Baarish me Aksar..;Kabhi mangi kisi se.. Panaah nahi..!Hasrate puri na ho... toh na sahi..;Khwab dekhna... koi gunah to nahi..
Tum Dur Jakar Itna Itra Rahe Ho Kabhi Hm Gaye To Bhula Na Sakoge Hasna Jise Hamari Aadat Samajh Rahe Ho Kabhi Hum RoyeTo Kbhi Hasa Na Sakoge