Log apna banake

Log apna banake
Log apna banake chodd dete hai... Rishta gairo se jodd lete hai.. Hum to eak phool bhi na todd sake.. Log to dil bhi todd dete hai!
  

Jan, 27 2012     131 chars (1 sms)     1369 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Gamo K Bina Zindgi Adhuri heAe Musafir Tera Jina Jaruri he Mat Ho Apni Zindgi se Khafa Kyunki Teri Zindgi K Bina 1 or Zindgi Adhuri hai.
Tum khafa hogaye to koi khushi na rahegi,Tere bina chirago mein roshni na rahegi,Kya kahe kya guzregi dil par,Zinda to rahenge par zindagi na rahegi.
Shuruwat mei badi-badi kasme khate hai ye log Lekin us pyar ko nibha nahi paate hia log Pyar mei DHOKE de jaate hai pyar karne wale Bewafaai karke kisi aur ka haath tham kar laut jaate hai ye log
Mujhe Itna Pyar Mat Karo Ke Dunya Mein Mashhoor Ho Jaoun Dekho Tum Mujh Se Bewafayi Mat Karna Aisa Na Ho Ke Teri Bewafayi Mein Dunya Ko Chorne Ke Liye Majboor Ho Jaoun
Sab kuch bhoola kar tenha reh gaya, Sab kuch loota kar tenha reh gaya phir Dukhnay lagay zakhm judaai k in ko sooola kar tenha reh gaya.
Unhe Chahne Ki Khata To Ki Humne Par Unhe Bhulne Ka Gunah Na Kar Sake,Unki Judai Me Tadapte Hain Rat Din Par Unki Yado Ko Juda Na Kr Sake..
Dard is kadar bhadha ki ghabrake pee gaya,apni bebasi per taras kha ke pee gaya,thukra raha tha ye jaha badi der se mujhe ,aaj is jaha ko thukra ke pee gaya
Pal Pal Sanse Khatam Ho Rahi Hai,Zindgi Maut K Pehlu Me So Rahi Hai,Us Bewafa Se Na Puch Meri Maut Ki Wajah,Wo To Bus Zamane Ko Dikhane Ke Liye Ro Rahi hai.
Ghalib sun! yeh duniya hai... duniya!, duniya meiN ghum chhupanA padta hai, dil main chahe lakh ghum ho, mehfil meiN muskarAna hi padta hai.
suna hai wo jate huwe keh gaye, ke ab to hum sirf tumhare khwabo me hi aayege, koi keh de unse ke wo wada kar le hum zindagi bhar ke liye so jayenge.
Paas Hokar Bhi Wo Mujhse Dur Thi.Ye Uski Marzi Thi Ya Wo Majbur Thi.Mere Lie Usne Aansu Kyu Bahaye De Dete Jo B Saja Mujhe Manjur Thi..
NAKAAB MAT DALO MERE CHEHRE PAR, MUJHE AADAT HAI MUSKURANE KI, MAT DAFNAO MERI LAASH KO ABHI, UMEED HAI AAPKE AANE KI.