Rok Lo In

Rok Lo In
Rok Lo In Door Jaate Kadmo Ko CHaHat Ki ItNi Badi Saza Na Do Paas Aane Ki KHwaisH Ki Thi Humn E Judai Ka HumE Yu Dard Na Do…
  

Jan, 25 2012     124 chars (1 sms)     2757 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Yun humko satane ki jarurat kya thi.. Dil mera jalane ki jarurat kya thi.. Jo nahi tha ishq to kah diya hota.. Dil mera tod ke jane ki jarurat kya thi.
Roye He Bahut Tab Zara Karar Mila.Is Jaha Me Kise Bhala Sacha Pyar Mila.Guzar Rahi He Zindgi Imthan k Daur Se Pyase Labo ko Sada Ansu Ka Uphar Mila..
Barsoo ki chaht ko ik pal main badlty dekha hum ny... Tout kr chany walon ko baat sy mukrty dekha hum ny... Naaz krty thy jo apni wafaon pr.. unhi ko Bewafai krty dekha hum ny.......
Yoon to koi bhi tanha nahi hota, Chaah kar kisi se juda nahi hota, Mohbbat ko majboorian hee ley doobti hain, Varna koi khushi se be-wafa nahi hota.
Vade karte hain, kasme khate hai, phir bhi na jane kyu log saath chod jate hai, hame to taklif hoti hai phul todne mein bhi, na jane log dil kaise tod jate hai.?
Ulzi he Zindgi is Duniya K Safarme Luta Gaya Muze Shrifo K Shaharme Dusmno se Kya Karu Sikayt Tadpaya Muze Us bewfane Jo Basi he Is Dilme
Kabhi ek lamha aisa bhi aata hai jisme beeta hua kal nazar aata hai bas yaaden reh jati hai yaad karna ke liye aur waqt sab kuch lekar guzar jata hai
Chhota Sa Masla Tha Ulzta Chala Gya Jo Fesla Tha JahenMe Wo Sab Bekar Ho Gya,Taklif B Dusro Ko Uthani Nhi Padi,Me KhudHi Apne ApMe Taksim Ho Gya.
Kadam yunhi dagmga gaye raaste se, warna sambhlna hum bhi jaante the, thokar bhi lagi to us pather se, jise hum apni zindagi maante the.
Kbhi Kbhi DiL Udas Hota Hai Halka Sa Aankho Ko Ehsas Hota Hai Chalakte Hain Meri Bhi Aankho Se AansuJb Tere Door Hone Ka Ehsaas Hota Hai
fassle mitakar aapas me pyaar rakhana pyar ka ye rishta hamesh barkarar rakhna bichad jayen kahin hum agar ankhon mei hamesha intezar rakhna
Sabko dost banane ki adat hai ham me, apani alag pehchan banane ki adat hai ham me, kitna bhi gehra jakaham de koi, utna hi jayada muskarane ki adat hai humme.