In udaas muskhurahato

In udaas muskhurahato
In udaas muskhurahato ke peeche gam ki kitni raile hai Ab yaar tumhe kya bataye ki tum bin kitne akele hai.
  

Jan, 27 2012     107 chars (1 sms)     822 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Meri Zindagi Ka Anzam Dekh Kar Kismat Bhii Aaj Royi.. Main Ho Gaya Har Kisi Ka Mera Na Ho Saka Koi.
Woh Mera Naam Ret Pe Likhte The Mita Dete The,Likhte The Mita Dete The,Unka To Waqt Guzar Jaata Tha Par Mujhe To Mitti Mein Mila Dete The..
Usko kya saza doo, jisne mohabbat main hamara dil tod diya, Gunah to humne kiya, jo uski baton ko mohhabat ka rang diya.
Aab doorse bulata nahi koi,aab badlate nahi aakhon ke tewar,hoti nahi palkein namm,ab meri aahat sun kar muskurata nahi koi..
Zindagi Ae Zindagi Humein Tum Se Koyi Tamanna Kab Hai Mein To Is Aas Per Jee Raha Hoon Ke Marna Kab Hai
CHAND B AP SE JLTA HOGAJB KBI WO APKI HNSI KO TKTA HOGA KITNI PYRI JHEEL SI ANKHEIN HAI APK IBADNSEEB HAI WO ANSU JO APKI ANKH S GIRTA HOGA
Kimti palo ko yu hi na bitana, haste rehna ro kar hume na rulana hum yaad hai aapko itna hi kaafi hai kabhi bhool B jao to hume na batana
Fursat kise he jakhmo pe marham lagane ki,nigahe badal gayi apne aur begaane ki,tum na chhodna dosti ka saath kabhi,warna.tamanna na rahegi naye.dost banane ki.
Pyar Karna Koi Gunah Nahi Phir Bhi Useme Saza Hai Dil Par Dard Rakhne Ki Koi Aur Hi Maza Hai.
Is 2 pal ki zndgi me tanhai kyn he,logo ko hamse shikayat kyn he,is dunia me insan kam to nai,fir mere sat sirf meri parchai kyn he
Jine chate hue b chahna nai ata,Ye kesi mohabat he k hame kehna nai ata,Zndgi Me aajao hmari zndgi bnkar,K TereBin hume zinda rehna nai ata.
Be-aitbar waqt pe jhujhla ke ro pade,Kho k use kabi,kabi pa ke ro pade,kab tak kisiki yad me royenge,Khud Ko kitni bar ye samjha ke ro pade.