Barsoo ki chaht ko ik pal main badlty dekha hum ny... Tout kr chany walon ko baat sy mukrty dekha hum ny... Naaz krty thy jo apni wafaon pr.. unhi ko Bewafai krty dekha hum ny.......
Unko pyar karne ka hisaab na aaya..Meri kisi bhi baat ka jawaab na aaya..Hum to jaagte rahe unke hi khayalo mein..Aur unko so kar bhi hamara khwaab na aaya
Waqt hai badla aur badli si kahani hai,Sang mere hasin palo ki yaade purani hai,Na lagao mere jakhmo par marham,Mere paas uski bas yahi ek aakhri nishani hai.
Kya mohabbt kisi ke bhi kabil nahi hai jo dil chahe kyu usse wo hasil nahi hai saans ab jeevan ko itni door layi hai maut keh rahi hai wo teri manzil nahi hai.