Ek dil mere

Ek dil mere
Ek dil mere dil ko zakm de gayaZindagi bhar na milne ki kasam de gayalakh phoolo me se chuna thaek phool jo kato se bhi gehri chuban de gaye.
  

Jan, 25 2012     141 chars (1 sms)     1173 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Aub to Apna Yeh Wada Hai, ki, Teri Yadoon Ke Sahare jee Kar Dikhainge ! Tu Agar Bewafai Kar Sakta Hai, To Hum Bhi Tujhe Wafa Karke Dikhainge
Pyar ka ajib sila dia hai usne, Meri tanhaiyo me muji ko rula dia hai usne, Kehti thi meri jaan hai ,Aaj usi jaan ko bhula dia hai usne
Zindagi Key Safar Mein Kisi Ko Itna Mat Chaho Keh Woh Tumhari Chahton Ka Qatil Aur Wafaon Ka Saudagar Ban Jaye...
Hasne ke bad kyon rulati hai duniya,jane ke bad kyn bhulti hai duniya.Zndgi me kya kuch kasar baki ti,jo marne ke bad bi jalati hai duniya,
Teri Judai Me Dil Bekrar Na Karu Tu Hukum De To Tera Intezar Na Karu Bewafai Karni H To Is Kadar Karna Ke Tere Bad Me Kisi Se Pyar Na Karu.
Tumse Bichde To Mar Jaayenge Hum, Kuch Is Tarah Se To Naa Maarna Humein, Marne Ke Liye To Teri Judaai Hi Kaafi Hai, Kabhi Bewfai Se Naa Maar Dena Humein,
Dil Main Uljhan Hain Kaisi? Bheed Main Tanhai Hain Kaisi? Barsaat Main Gulaab Jal Gaye! Ek Pal Main Dost Bichad Gaye!
muje aaj hi pila de mat tal kal par saki, ki chalak na jaye kal tak mera jam E jindgani.
Ishq ka jahan benam hota h,Tadpna ishq me aam hota h,Khushnasib ko kabhi ishq ho nahi sakta,Ye to badnasibo ka kam hota h
ankho me aakar ruk jate hai ansu palko me aaker tut jate hai ansu .ji karta hai bha du inhe per. unhe hunsta dek ker sukh jate hai ansu.
Is patthar ki duniya mein aksar dil tut jaya karte hai..Ankhein bhi sambhal kar band karna mere dost,Palko ke beech bhi aksar sapne tut jaya karte hai
Dariya wafaon ka kabi rukta nhi, mohabbat me insan jhukta nahi, hm chup hai kisi ki khushi k liye aur wo sochte h hmara dil dukhta nahi...