Dil toda phir

Dil toda phir
Dil toda phir ek baar to kya Main khush rahoon ya rahoon khafa to kya Kise fark padta hai meri baicheni se Kisi din mar bhi jaoon to kya
  

Jan, 27 2012     136 chars (1 sms)     15204 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

KABHI TO YE DIL JARUR ROTA HAI JAB KOI APNA MIL KAR NAZRO SE DOR HOTA HAI KYON ROTI HAI YE KAMBHKT ANKHE DIL SE JEYADA KUSUR TO KISMAT KA HOTA HAI-
Kisi ki lash phoolo se saji hai, Kisi ki lash bina kafan ke padi hai, Ae bhai jara dekh kar chal, Najane maut kaha kaha khadi hai.
Waqt ki Aanch Me Pathar Pigal Jate He, Khushi K Lamhe Gam Me Badal Jate He, Kyu Karega Hum Ko Yad Koi, Waqt K Sath Khayalat Badal Jate He...
Kar ke wada wafa ka wo mukhr gaya Ek Chote se tufaan se wo kitna dar gaya Pata n koi majburi thi uski'Yaa fir es khilone se bhi uska dil bhar gya
Aankh se aansu na bahe aisi kaha kismat hamari, rehkar bhi mehsus na ho aisa hai rishta hamara…
badal ki tarah jhum k lehra k piyenge saaki tere maikhaane me hum ga k piyenge dekhenge k aata hai kidhar se ghum e duniya saaki tujhe hum saamne bithla k piyenge
Tumse Mil Kar Bhi Hum Judai Ke Mor Per Kashti Hui Naseeb To Derya Nahi Raha Kehty Thy Ik Pal Naa Jeeain Gye Tere Begair Hum Dono Reh Gaye Magar Wada Na Raha
Agr khush he wo dekh kr ansu meri ankho me,to khuda kasam hum muskurana chod denge,tadapte rahenge use dekhne ko magar uski taraf palke uthana chod denge
Jab zindgi samajh aai to zindgi se door the hum marna chaha par jeene ko majbur the hum har saza kbul ki humne sar jhuka kar kasur itna tha k beksur the hum
Naa jaane kyon hume aansoo bahana nahi aatanaa jaane kyon hume haale dil sunana nahi atakyon sabhi bichad jaate hain hamesha humse shayad hume hi saath nibhana nahi aata
Ek ummeed ka diya jalaya tha aapke pyar ko paane ko, Par adhoora reh gaya mera sapna ek hone ko. Yaad karte hain hum aapki yaadon ko, Aur barsa dete hain in aansuon ko.
Bikhre hai Ashk koi Saaz nahi deta,Khamosh hai Sab koi Aawaz nahi deta,Kal ke Waade Sab karte hai,Magar Kyu Saath Mera Koi Aaj nahi deta.