Waqt kehta hai

Waqt kehta hai
Waqt kehta hai fir na aaunga.teri aankho ko ab na rulaunga.jeena hai to is pal ko jee le.shayd main kal tak na ruk paunga
  

Jan, 27 2012     121 chars (1 sms)     1039 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Baat Chal Padi Wafa Ki Hon Rahi Thi Khamian Jisko Humne Apna Samjha Woh Jala Gaya Aashian
Aaina Hoon Main Mere Saamne Aakar Dekho Khud Nazar Aaogye Jo Aankh Mila Ker Dekho Mere Gham Mai Mari Takdeer Nazar Aati Hai Dugmagaaoge Mera Dard Utha Ker Dekho
Samet lo in haste hue najuk palo ko,na jane yeh lamhe kal ho na ho,Ho bhi yeh lamhe to kya maalum,shamil un palo me hum ho na ho......
zaraa palat kar to dekh lete, hum wahi khade the, pal do pal to aap muskura lete, to un palo mein hum apni sari zindagi jee lete
MERI OR UNKI BUS ITNI SI KAHANI HAI ,TOOTI HUI KASHTI RUKA HUA SA PANI HAI,EK GULAB JO UNKI KITAB MEIN DUM TODH CHUKA HAI,OR UNKO YAAD HI NAHI KI YEH KISI KI NISHAANI HAI..
BAAT-BAAT PE JO YU ROOTH JATE HAIN HATH UNSE ANJANE ME CHOOT JATE HAIN KOI UNSE KAHE K BADA NAZUK HAI PYAR KA RISHTA HANSTE -HANSTE BHI DIL TOOT JATE HAIN
Hum Use Bhula Kar Bhi nahi Jee Sake,Hum Use Yaad Rakh Kar Bhi nahi Jee Sake,Mar Jaate Kabke Unke bina,Par UNKI BAAHON KE BINA MAR BHI NA SAKE.
K Itna To Housla Mujhe Parvardigar De EK Gamzada Hayat Ka Haskar Guzar De Mai Kab Yeh Chahata Hun K Umar Tavil DeDe Muktesar Hayat Magar Bawakar De.
Aakho ko bandh karoge to hame dekhoge.Aakhe khologe to hame hi paoge.Zindagi me kabhi rona mat varna,Unn aasuo me bhi hame hi bahaoge.
Nazar chahati hai Didaar karna Dil Chahta hai Pyaar karna,Kya Batayen is Dil ka Aalam,Naseeb mein Likha Hai Intezar Karna....
Hosh Me Aaye Zamana Hua, Lekin Bahosh Khud Ko Paate Hain, Arsha Beeta Iss Duniya Mein, Lekin Khud Ko Tanha Paate Hain, Dar Lagta Hai Lambi Umar Se, Itna Duniya Ne Sataya Hai, Log Mout Se Dara Karte Hain, Hum Zindagi Se Ghabraatein Hain…
Dil k raste or soch ki galiyose guzarte dekha.pyar or jazbato ko yaha kuchalte dekha.zindegi mohabat ka nam kaise kahe,jabki har shaks ko humne badalte dekha.