Har jajbaat ko

Har jajbaat ko
Har jajbaat ko juba nahi milti,har aarju ko duva nahi milti,haste raho to duniya rehti hai sath,aasuo ko to aankho me bhi panah nahi milti
  

Jan, 27 2012     138 chars (1 sms)     1001 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Roz Subha Khud Se Ek Wada Karte HainTujhe Iss Dil Se Bhulane Ka Irada Karte Hain Apni He Baat Se Mukkarr Jate Hain Maloom Nahi Kyon Bheegti Ankhon Ko Khuwab Torne Ke Liye Majboor Karte Hain
Wada kar ke jo mukar jate hain Woh log sab se jyada kareeb hote hain Waqt to chalta hai chal ke badalta hai Par ye log waqt se pehle hi badal jate hain..
Use Ik Saltanat Ki Rajhdani Chiye Thi Mohabbat Mein B Usko Hukmurani Chiye Thi Bicherne Ka Wo Pehle Se Teh Ker Chuka Tha Use Meri Tarf Se Bas Berukhi Chiye Thi
Ek aur raat chali gayi zindagi se, Ek aur din aa raha hai zindagi me; Yeh mat socho ke kitne lamhe hai zindagi me, Yeh socho ke kitni zindagi hai har lamhe me.
Hume pyaar nahi tha Unhone karna sikha diya,hum bewafa nahi the Unhone bana diya,ab kya wafa kare hum unse,jab unhone kabr ki mitti me bhi zeher mila diya.
Bhule na kbhi aisi koi yaad de do,bhule se hi sahi kbhi hame awaz de do, yaha mout ka kise gam h, pal bhar ka tum agar saath de do.
Taqdeer Ne Is Dil Per Itne Zakham Lagaye Muskurane Ko Dil Chaha To Aansoo Nikal Aaye
Kisi ke yaad me gira ek aasu yahi to dosti ki nisani hai ... Samjo to ye ek moti hai na samjo to sirf pani hai
Dil Ki Baat Zaban Tak Lana Kitna Mushkil Hai Halay Dil Auroon Ko Sunana Kitna Mushkil Hai Aik Humain Hai Teri Chahat,Aik Dunya Ki Majbori Beech Samandar Diya Jalana Kitna Mushkil Hai
Geele kagaz ke tarah hai zindagi apni koi jalata bhi nahi, koi bahaata bhi nahi, akele hi chale jaa rahe hai dil ke raaho me koi satata bhi nahi, koi manata bhi nahi.
Kyu banate hai hum aise riste Jo pal do pal me tut jate he Wada to karte he umr bhar saath nibhane ka Pr chhote se tufan me bikhar jate hai.
Nikal Aye H Aansu RONE Se Pehle Toot Jate H Sb Khwab SONE Se PehleKehte H K Pyar Ek SAZA HKash Koi ROK leta Pyar Hone Se Pehle.