Meri ZINDAGI k RAAZ mai 1 RAAZ TUM b ho Meri BANDAGI ki PYAAS mai 1 PYAAS TUM b hoTUM kya ho, kuch to ho! Ya nahi ho Magar Meri ZINDAGI k KAASH me 1 KAASH TUM b ho
is ke badle mujhe tum de gaye jaate jaate apnay ghum ka yeh dumakta hua khoon rung golaab kya karoon bhai, yeh aizaz mein kyoon ker pehnoon mujh se le lo meri sub chaak qamizoon ka hisaab
Jina chahte he magar Zindagi ras nahi aati Marna chahte he Magar Maut pas nahi aati Bahut udas he Hum is Zindagi se Kismat b tadpane se baz nahi aati..
Hosh Me Aaye Zamana Hua, Lekin Bahosh Khud Ko Paate Hain, Arsha Beeta Iss Duniya Mein, Lekin Khud Ko Tanha Paate Hain, Dar Lagta Hai Lambi Umar Se, Itna Duniya Ne Sataya Hai, Log Mout Se Dara Karte Hain, Hum Zindagi Se Ghabraatein Hain…