Kar chuke hai

Kar chuke hai
Kar chuke hai tauba ab hum dil lagane se, Kya mila siwa gum ke aaj tak jamane se, Hum beghar huye gum nahi khushi hai ye, Unko to chain mil gaya mera ghar jalane se.
  

Jan, 25 2012     165 chars (2 sms)     992 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Tujhe bhoolkar bhi na bhool payenge hum, Bas yahi ek wada nibha payenge hum. Mita denge khud ko bhi jahan se lekin, Tera naam dil se na mita payenge hum..
Humse kar gaye vada wo, milne paanchve din ka, Shyad kisi se sun liys hoga unhone ki, Zindagi 4 din ki hoti hai.
Tumse Bichde To Mar Jaayenge Hum, Kuch Is Tarah Se To Naa Maarna Humein, Marne Ke Liye To Teri Judaai Hi Kaafi Hai, Kabhi Bewfai Se Naa Maar Dena Humein,
Mujh Se Mut Pouch, Mere Dil Ki Kahani O Hum-Dum Is Main Kuch Parda-Nashinon Ke Bhi Naam Aate Hain
Humne pyar nahi ishq nahi ibadat ki hai,Rasmon se riwajo se bagawat ki hai,Manga tha humne jise apni duwaon me,Usi ne mujhse juda hone ki chahat ki hai.
Mat Intzar karvao hame Itna ki waqt ke faisle par afsos ho jaye, kya pata kal tum laut kar aao or hum sada ke liye khamosh ho jayein
Umr-E-Daraaz Maangkar, Laaye The Chaar Din, Do Aarzoo Mein Kat Gaye Do Intezaar Mein !!
Kaanch Chube To Nishaan Reh Jata Hai, Dil Tute To Armaan Reh Jata Hai, Laga To Deta Hai Waqt Marham Is Dil Per, Phir Bhi Umer Bhar Ek Zakhm Reh Jata Hai.
La pila de saqiya paimana paimane ke baad Hosh ki baate karunga hosh me aane ke baad Waqt do hi zindagi me guzre hai kathin Ek tere aane se pahle ek tere jane ke baad.
zindagi ne khushiyon ko pukara he,zara muskurao apka har gum hamara he,phul khilte rahe jivan me apke,kanto ke liye to daman hamara he
Chahat par aitbar na raha,khushi kya h ye ehsas n raha,dekha he in ankho ne tute sapno ko,islie ab kisi ka intezar na raha..
Uski chahat ne ansu ke tohfe diye Uski baato ne yado k tohfe diye Isiliye andhero se lipat k ro pade hm Kyoki ujalo ne bahot dhoke diye h