Mohabbat dilo ko

Mohabbat dilo ko
Mohabbat dilo ko Awara Bana deti HAI Gardish me Rehne wala Sitara bna Deti HaiYe apni Hadd me Rahe to Theek WarnaKisi ko "VEER"Kisi ko "ZAARA" Bana deti hai
  

Jan, 25 2012     156 chars (1 sms)     979 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Dard Se Rishta Tera, Bhi Mera Bhi, Gham Ki Manzile Teri Bhi Meri Bhi; Lut Gayi Ishq Me Koi Takdir, Roye Lakire Teri Bhi Meri Bhi.
ye khuda unhe hamesha jitana hum to kayee baar haare ek haar aur sahi magar unki jeetane ki aadat banaye rakhna
Saaye Ki Tarah Saath Rehne Wale,Rishta Kuch Iss Tarah Tood Gaye,Haqikat Mein Milna Mumkin Na Raha,Toh woh khwabo mein bhi aana chhod gaye
Pyaar sikhakar woh juda ho gaye,Na socha na samjha bas khafa ho gaye,Ab kisko hum apna kahe..,woh bhi auro ki tarah bewafa ho gaye...
Mili hai saza unse dil lagane kinazar lag gayi mere pyar ko zamane ki Kabr se nikle hue dono hath kehte hain Arzu reh gayi use gale lagane ki.
Kasauti zindagi ki kahun ya anchahi baat Uspe ab mera koi haq nahi hai Azaad kiya tujhe aey zindagi aaj Ghaav dil ka ab bharne wala nahi hai
Waqt ki Aanch Me Pathar Pigal Jate He, Khushi K Lamhe Gam Me Badal Jate He, Kyu Karega Hum Ko Yad Koi, Waqt K Sath Khayalat Badal Jate He...
Baat Chal Padi Wafa Ki Hon Rahi Thi Khamian Jisko Humne Apna Samjha Woh Jala Gaya Aashian
Dil ke zakhmo ki sifarish na hui,humari muskan ki faramaish na hui. jise dekhne ko tarsati rahi aankhe unhe humse milne ki khwahish na hui..
Nafrat nahi karna kabi hmse Hm ye sah nhi paynge 1 bar kah dena hmse k hum tumpe etbar nhi karte Apki duniya se haskar chale jayenge.
Itna kyon chaha use ke bhula na sake,itna kyon paas aaye ke door ja na sake,ab tanhai mein bethe to sochte hain,kyon chaha use jise kabhi pa na sake.
Dil main har raaz daba kar rakhte hain , Hontoon per muskurahat saja kar rakhte hain, Yeh duniya sirf khushi mein saath deete hai , Iss liye hum apne aansoon ko chupa kar rakhte hain