Agar Tum Us

Agar Tum Us
Agar Tum Us Ko Na Pa Sako Jis Ko Tum Chahte Ho To Usay Zaruur Apna Lena Jo Tumhain Chahta Hai Kyun K Chahne Se Chahey Jane Ka Ehsaas Zyada Khoobsurat Hai.
  

Jan, 25 2012     154 chars (1 sms)     989 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Ruth jao kitna par mana lenge,Dur jao kitna bhi par bula lenge,Dil akhir dil hai, koi sagar ki ret nahi,jo likh ke nam apka mita denge...
Idhar raat dhalti...Din udhar nikalta hai,Koi yaha rukta...koi waha chalta hai,Deep aur Patange me fark sirf itna..Koi jal k bujhta...Koi bujh k jalta hai..
Gam ko zindgi ka naam buzdilo ne diya he, hamne to gam ka samna khusi se kiya he, marte waqt in hotho se hasi nahi jayegi hamne ye VADA ZINDGI se kiya he.
Aasma hi Juk Gya Kisi Kami K Vaste Mar Rahe The Hum khushi K Vaste Zindgi Hi Lut Gyi To Kaun Puch Ta Hai Yaha DhundTe Hi Reh gaye Khusi Ke Raste…
Aaj phir ansuo k fasane nikle ,Tute jaam k pemane nikle.Tum kabhi dil ki Baat samajh hi na paye,Aur hum tumhe dil ka haal sunane nikle.
Mere dil se ache to ye KHILONE hain,Jinke tutne par WO ro jate hain,Hai mere dil ke HALAAT kuch aise,Ki wo USE tod kr haste hi jate hain.
Judai ki pyaas me 1 katra b bohat hai Deedar k waaste 1 lamha b bohat hai Jis par hota hai bharosa dil ko Wo bhul jaye wo sadma hi bohat Hai
Bite huve wo zamane nahi aate aate hai to wo log purane nahi aateis kadar bikhra hai aasiyana mera jaha panchi bhi rat bitane nahi aate.
Khuda ki rehmat sare sansar par barse,mere hisse ki rehmat mere yar par barse,ya khuda mujhe kar dena pani agar mera yar kabhi pyas se tarse
nigahen mila ker kiya dil ko zakhmi,adaayen dikha ker sitam dha rahi ho,wafaoo ka khub badla diya hai,tadapta hua chod ker jaa rahi ho.
zaraa palat kar to dekh lete, hum wahi khade the, pal do pal to aap muskura lete, to un palo mein hum apni sari zindagi jee lete
Kabhi ek lamha aisa bhi aata hai jisme beeta hua kal nazar aata hai bas yaaden reh jati hai yaad karna ke liye aur waqt sab kuch lekar guzar jata hai